Pratham Agrawal

Pratham on mic

Society HI ↓ 38 episodes

Hey, Pratham Agrawal is a poet and writer who likes to express his thoughts in a simple poetic way. Sometimes he is a mess and most of all he is the loneliest, but his thoughts never let him down. So come on board to feel some Ups and Downs of his journey with some mesmerising words and stories ✨

Author

Pratham Agrawal

Category

Society

Podcast website

podcasters.spotify.com

Latest episode

Dec 29, 2025

Where to listen?

Podcasts in the app Replaio Radio Coming soon

Podcasts are coming to the app soon. Install now and be the first to see a whole new take on podcasts

Get it on Google Play Install for free Android 5M+ downloads · 4.8 rating iOS soon

Episodes

Gulab 🥀 29.12.2025

Gulab 🥀 Yeh kahaani hai ek aise Gulab ki jise phool se zyada maana gaya… aur ek aise insaan ki jo use bachate-bachate khud mitti ban gaya…

Intezar aur Mulaqat ❤️(vol II) 19.09.2025

Woh chhoti si mulaqat, Jo ek lambi dastaan ban jaati hai, Woh ek nazar… Jo bina kuch kahe saari baat keh jaati hai… . . IG: @pratham.on.mic

ek Khaali Panne pe (vol II) 18.09.2025

Na doori thi… na koi faasla, Tha toh bas pyaar ka aashiyana, Jahan har jazba dua ban gaya, Aur har dua sirf tu ban jaaye…

Tum aur Hum 💖(vol II) 14.09.2025

Duniya alag hogi, par pyaar tu tab bhi mera hoga, Jaha baadalon ke paar mai, Par sitaaron ke neeche tu hoga… 💖 . . IG : @pratham.on.mic

ek Kahaani 🤍 12.09.2025

Yeh kahaani meri bhi hai, Yeh kahaani teri bhi hai… Door rah ke bhi koh judi rahi, Yeh us ISHQ ki kahaani hai… Yeh Safed ISHQ ki kahaani hai… . . IG @pratham.on.mic

Mera अंत. 10.09.2025

Mera अंत, ab mai likh chuka hu… Aur ab ye kalam, dobara nahi uthegi.

Tere Bina-Tere Saath 10.09.2025

Jab bhi likhta hoon, tera naam sajta hai… Jab-jab sochta hu, dil zoron se dhadakta hai… . Follow for daily updates: Instagram @pratham.on.mic 🎤

Aaj Phir ye Raat ❤️‍🩹 09.09.2025

तेरी बेवफ़ाई की परछाई मुझ पर छायी है, तेरे झूठे वादों की गूँज अब भी मेरे कानों में समायी है, तेरे जाने के बाद ही तो मेरी धड़कनों ने सिर्फ़ तन्हाई अपनायी है, शायद इसीलिए………❤️‍🩹

Apna Hai ❤️ 08.09.2025

हाँ….. ये वक्त ज़रूर कम है… पर तेरा ख़याल हो… तो किस बात का गम है…!!

Mera अंत ❤️‍🩹(vol II) 05.09.2025

Jeena ya marna insaan ke bas mein kabhi tha hi nahi… Par kaise jeena hai… kaise apne hi saaye mein ghut ke marna hai… Ye sirf humare haath mein hai…

Zarurat ❤️‍🩹 (vol II) 04.09.2025

Pata hai kisi se door rah ke, alag rah ke kesa mehsoos hota hai…? Jaise apni Rooh se Rooh ke bandhan ko todna… Jaise chaand ka hamesha andheron me khona… Vase hi… khud se khud ko chhodna ❤️‍🩹

Tum, aise toh nahi the..? 03.09.2025

Jaha Mulaqat ro deti hai… aur Khamoshi sab tod deti hai… Tum… Aise toh nahi the…? Jab mujhse mile the toh rote toh nahi the…? Kya ye doori Waqt ko chura leti hai…? Yah sirf Hamare beech ki baatein mita deti hai…?

Intezaar aur Mulaqat ❤️ 02.09.2025

Do dil, chahe kitni bhi door kyun na ho, agar unme mohabbat saaf ho toh har intezaar, akhir ek mulaqat mein badal hi jaata hai. ❤️

Ek Khaali Panne Pe…✍🏻 31.08.2025

Jab mere saat vachan tere naam ho… Jab dil se nikalta bas ek hi naam ho… Ek khaali panne pe tera naam ho… Jiske aage mera naam ho…

Kaash Ye Waqt…❤️ 30.08.2025

Teri aankhon mein jo nami chamke… Woh barish ban mere dil me utre… Tere hothon ki jo muskurahat ho… Uski wajah sirf mere naam ho…

Mere Saath Tum Ho ❤️ 29.08.2025

Jaise Ram ke saath Sita hain… Krishna ke saath Radha hain… Shiv ke saath Shakti hain… Waise hi meri zindagi ka sirf ek sach hai… Mere saath tum ho …❤️

Tum Mere Ho - Bas itna kaafi Hai 24.06.2025

Har ladhai, har doori, har waqt ka intezaar qurbaan hai, Agar anjaam mein tumhara haath mera ho…

Meri Likhi Kitaab ❤️ 16.08.2024

Tum meri likhi kitaab ho….❤️

Efforts 🥀 08.07.2024

Efforts, koshish, is duniya ki vo ek lauti aisi cheez hai jo jitni kari jaaye….. logon ki utni hi kam lagti hai….

Waqt Ka Wada!! 04.07.2024

Pyaar me intezar na ho toh pyaar pyaar nahi hota….

Mera अंत?! 02.07.2024

Pata hai kuch log naa shayad pyaar ke liye bane hi nahi hote hai….. Ya shayad unki kismat me hi nahi hota….. ki vo thode lambe samay tak khush rah sake…

Unconditional Love ♥️ 29.06.2024

Pyaar ki agar umeed ki jaaye toh pyaar hona toh nahi chaiye…..?!!!

HAAN 🤌🏻 01.05.2024

Tera pyaar teri khushiyan aur Tujhe Hamesha Sambhal ke Rakhuga… ye Wada karta hun🌺

Galat Umeed 💔 16.04.2024

Insaan sahi, umeed Galat Yah Umeed sahi Insaan Galat..?

AADAT 🫶🏻 29.03.2024

insaan ek bohot khubsurat aadat ban sakta hai💖

Listen to the Pratham on mic podcast in Replaio

Radio and podcasts in one app - free, with no sign-up. Install today and do not miss the launch

Get it on Google Play

Replaio is not a podcast publisher; show names, artwork and audio belong to their authors and are distributed through public RSS feeds.