Pratham Agrawal
Pratham on mic
Hey, Pratham Agrawal is a poet and writer who likes to express his thoughts in a simple poetic way. Sometimes he is a mess and most of all he is the loneliest, but his thoughts never let him down. So come on board to feel some Ups and Downs of his journey with some mesmerising words and stories ✨
Autor
Pratham Agrawal
Kategorie
Podcast-Website
Neueste Folge
29. Dez 2025
Wo hören?
Podcasts in der App Replaio Radio Bald verfügbarPodcasts kommen bald in die App. Installiere sie jetzt und erlebe als Erster einen ganz neuen Blick auf Podcasts
Folgen
Gulab 🥀 29.12.2025 2:47
Gulab 🥀 Yeh kahaani hai ek aise Gulab ki jise phool se zyada maana gaya… aur ek aise insaan ki jo use bachate-bachate khud mitti ban gaya…
Intezar aur Mulaqat ❤️(vol II) 19.09.2025 2:40
Woh chhoti si mulaqat, Jo ek lambi dastaan ban jaati hai, Woh ek nazar… Jo bina kuch kahe saari baat keh jaati hai… . . IG: @pratham.on.mic
ek Khaali Panne pe (vol II) 18.09.2025 1:32
Na doori thi… na koi faasla, Tha toh bas pyaar ka aashiyana, Jahan har jazba dua ban gaya, Aur har dua sirf tu ban jaaye…
Tum aur Hum 💖(vol II) 14.09.2025 2:32
Duniya alag hogi, par pyaar tu tab bhi mera hoga, Jaha baadalon ke paar mai, Par sitaaron ke neeche tu hoga… 💖 . . IG : @pratham.on.mic
ek Kahaani 🤍 12.09.2025 3:45
Yeh kahaani meri bhi hai, Yeh kahaani teri bhi hai… Door rah ke bhi koh judi rahi, Yeh us ISHQ ki kahaani hai… Yeh Safed ISHQ ki kahaani hai… . . IG @pratham.on.mic
Mera अंत. 10.09.2025 3:03
Mera अंत, ab mai likh chuka hu… Aur ab ye kalam, dobara nahi uthegi.
Tere Bina-Tere Saath 10.09.2025 3:30
Jab bhi likhta hoon, tera naam sajta hai… Jab-jab sochta hu, dil zoron se dhadakta hai… . Follow for daily updates: Instagram @pratham.on.mic 🎤
Aaj Phir ye Raat ❤️🩹 09.09.2025 2:59
तेरी बेवफ़ाई की परछाई मुझ पर छायी है, तेरे झूठे वादों की गूँज अब भी मेरे कानों में समायी है, तेरे जाने के बाद ही तो मेरी धड़कनों ने सिर्फ़ तन्हाई अपनायी है, शायद इसीलिए………❤️🩹
Apna Hai ❤️ 08.09.2025 2:38
हाँ….. ये वक्त ज़रूर कम है… पर तेरा ख़याल हो… तो किस बात का गम है…!!
Mera अंत ❤️🩹(vol II) 05.09.2025 2:37
Jeena ya marna insaan ke bas mein kabhi tha hi nahi… Par kaise jeena hai… kaise apne hi saaye mein ghut ke marna hai… Ye sirf humare haath mein hai…
Zarurat ❤️🩹 (vol II) 04.09.2025 2:38
Pata hai kisi se door rah ke, alag rah ke kesa mehsoos hota hai…? Jaise apni Rooh se Rooh ke bandhan ko todna… Jaise chaand ka hamesha andheron me khona… Vase hi… khud se khud ko chhodna ❤️🩹
Tum, aise toh nahi the..? 03.09.2025 2:58
Jaha Mulaqat ro deti hai… aur Khamoshi sab tod deti hai… Tum… Aise toh nahi the…? Jab mujhse mile the toh rote toh nahi the…? Kya ye doori Waqt ko chura leti hai…? Yah sirf Hamare beech ki baatein mita deti hai…?
Intezaar aur Mulaqat ❤️ 02.09.2025 2:43
Do dil, chahe kitni bhi door kyun na ho, agar unme mohabbat saaf ho toh har intezaar, akhir ek mulaqat mein badal hi jaata hai. ❤️
Ek Khaali Panne Pe…✍🏻 31.08.2025 1:20
Jab mere saat vachan tere naam ho… Jab dil se nikalta bas ek hi naam ho… Ek khaali panne pe tera naam ho… Jiske aage mera naam ho…
Kaash Ye Waqt…❤️ 30.08.2025 1:51
Teri aankhon mein jo nami chamke… Woh barish ban mere dil me utre… Tere hothon ki jo muskurahat ho… Uski wajah sirf mere naam ho…
Mere Saath Tum Ho ❤️ 29.08.2025 2:40
Jaise Ram ke saath Sita hain… Krishna ke saath Radha hain… Shiv ke saath Shakti hain… Waise hi meri zindagi ka sirf ek sach hai… Mere saath tum ho …❤️
Tum Mere Ho - Bas itna kaafi Hai 24.06.2025 1:43
Har ladhai, har doori, har waqt ka intezaar qurbaan hai, Agar anjaam mein tumhara haath mera ho…
Meri Likhi Kitaab ❤️ 16.08.2024 1:43
Tum meri likhi kitaab ho….❤️
Efforts 🥀 08.07.2024 3:21
Efforts, koshish, is duniya ki vo ek lauti aisi cheez hai jo jitni kari jaaye….. logon ki utni hi kam lagti hai….
Waqt Ka Wada!! 04.07.2024 1:22
Pyaar me intezar na ho toh pyaar pyaar nahi hota….
Mera अंत?! 02.07.2024 2:55
Pata hai kuch log naa shayad pyaar ke liye bane hi nahi hote hai….. Ya shayad unki kismat me hi nahi hota….. ki vo thode lambe samay tak khush rah sake…
Unconditional Love ♥️ 29.06.2024 2:08
Pyaar ki agar umeed ki jaaye toh pyaar hona toh nahi chaiye…..?!!!
HAAN 🤌🏻 01.05.2024 2:00
Tera pyaar teri khushiyan aur Tujhe Hamesha Sambhal ke Rakhuga… ye Wada karta hun🌺
Galat Umeed 💔 16.04.2024 3:15
Insaan sahi, umeed Galat Yah Umeed sahi Insaan Galat..?
AADAT 🫶🏻 29.03.2024 2:31
insaan ek bohot khubsurat aadat ban sakta hai💖
Ähnliche Podcasts
Replaio ist kein Herausgeber von Podcasts; die Namen der Sendungen, Cover und Audioinhalte gehören ihren Autoren und werden über öffentliche RSS-Feeds verbreitet