Joy G
DIL Meri Jaan with Joy G
Dil Meri Jaan is a unique Hindi podcast show sprinkled with Shero-Shayari, Geet, Ghazals, Nazms, Poetry, and Stories that delve into the intriguing world of human relationships, romance, and any matter of the Heart! The show takes the help of renowned Shayars, Lyricists, Poets, Storytellers, and Philosophers to understand various facets of love and relationships. I earnestly hope that this podcast will give you an interesting perspective and will help you see relationships, love, and romance in a new light! Happy Listening!!
Where to listen?
Podcasts in the app Replaio Radio Coming soonPodcasts are coming to the app soon. Install now and be the first to see a whole new take on podcasts
Episodes
Maazi- ek dilchasp mulaqaat? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #51 02.10.2024 16:00
Maazi Mere maazi se mila tha main kal raat ko Subah se sukoon na jaane kahan kho si gai hai - Joy G Doston Maazi ki galiyaan hoti hi aisi hain. Khatti meethi yaadon se bhari. Humara ateet humare har acche bure lamhon se saja hota hai, humari har acchiyon aur khamiyon ka mishran hota hai. Aur aisi dilchasp galiyon se aasaani se nikal paana toh sambhav hi nahi hai, hai na? Un galiyon ki sair mein ni...
Zimmedaari- kya sirf bojh hai? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #50 25.09.2024 18:34
Zimmedaari वही हम हैं वही लाचारियाँ हैं वही यारों की दुनिया-दारियाँ हैं नसीब अपना लिखा है आसमाँ पर ज़मीं पर सिर्फ़ ज़िम्मेदारियाँ हैं - सईद अफ़सर Doston Zimmedaari har rishte ka backbone hai. Koi bhi rishta bina Zimmedaari liye panap nahi sakta hai. Aaiye is khaas episode mein Responsibility se rubaroo hote hain aur jaante hain kaise yeh humare rishton ko aur humein impact karte hain. Agar aapko y...
Shifa- kyun zaroori hai? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #49 18.09.2024 20:45
Shifa तन्हा है अगर अज़ल से इंसाँ ये बज़्म-ए-कलाम क्यूँ सजी थी था आग ही गर मिरा मुक़द्दर क्यूँ ख़ाक में फिर शिफ़ा रखी थी - Parveen Shakir Doston Shifa yaani Healing ek complicated process ho sakta hai magar woh utna hi zaroori hai har rishte ke liye har insaan ke liye. Zindagi se mile ghaavon aur choton se heal hona humare liye aur humare rishton ke liye utna hi zaroori hai jitna ki jeene ke liye s...
Taqdeer- dost ya dushman? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #48 11.09.2024 13:19
Taqdeer तदबीर से क़िस्मत की बुराई नहीं जाती बिगड़ी हुई तक़दीर बनाई नहीं जाती - Dagh Dehlvi Mujhe pata nahi ki aap Dagh Dehlvi ji ke is sher se sehmat hain ki nahi magar yeh baat toh tay hai ki Taqdeer ke dono pehloo acche aur bure ko jaanna aur samajhna behad hi zaroori hai humare astitva ke liye, humare rishton ke liye, humari khushiyon ke liye. Aaiye is khaas episode mein Destiny ka rukh karte h...
Khona- ek behad hi mushkil ehsaas | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #47 04.09.2024 18:29
Khona बिछड़ा कुछ इस अदा से कि रुत ही बदल गई इक शख़्स सारे शहर को वीरान कर गया - Khalid Sharif Kya aapne kabhi kisi ko hamesha ke liye khoya hai? Kya aap bhi relationships mein kisi dardnak grief se guzre hain? Agar inka jawaab haan hai to yeh episode aapke liye hai. Aur agar naa hai toh bhi yeh aapke liye hai. Aaiye is khaas episode mein Grief ke, kisi khaas rishte ke khone ke dukh ki duniya ka r...
Daeraa- ek anjaan zaroorat | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #46 28.08.2024 20:22
Daeraa चाँद को रेशमी बादल से उलझता देखूँ वो हवा है कभी आँचल कभी चेहरा देखूँ देखने निकला हूँ दुनिया को मगर क्या देखूँ जिस तरफ़ आँख उठाऊँ वही चेहरा देखूँ दायरा खींच के बैठा हूँ बड़ी मुद्दत से ख़ुद से निकलूँ तो किसी और का रस्ता देखूँ - Joy G Kya aapne daerey set kiye hain apne rishton mein? Kya boundaries banane se aapke rishte behtar huye hain? Kya seemayein aapke dil ko tootne se aapke astitiva ko...
Udhasi- ek zaroori ehsaas | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #45 21.08.2024 14:49
Ehsaan Tumhe udhas sa paat hoon main kai din se Na jaane kaun se sadme utha rahi ho tum! - Sahir Ludhiyanvi Kaisa raha hai aapka vaastaa udhasi ke saath? Kya udhasi ke ghere se aap aasaani se nikal paaye hain? Kaise udhasi humein aur humare rishton ko effect karti hai? Doston aaiye is episode mein udhasi ki duniya ko samajhne ki koshish karte hain. Agar aapko yeh episode pasand aaya ho to aap pl...
Ehsaan- ek bojh ya ek mauka? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #44 14.08.2024 21:30
Ehsaan सच है एहसान का भी बोझ बहुत होता है चार फूलों से दबी जाती है तुर्बत मेरी - जलील मानिकपूरी Kya aapne kabhi aisa bojh mehsoos kiya hai? Kya aappar kisi ka ehsaan raha hai? Kya aapne kisi par ehsaan kiya hai? Kya ehsaaono ki wajah se aapke rishton mein dararein paida huin hain kabhi? Doston aaiye is episode mein ehsaan ke upar thodi baatchit karte hain. Samajkhne ki koshish karte hai ki kyun...
Nazariya- kya hai aapka? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #43 07.08.2024 18:06
Nazariya Kaash koi aisa chasma hota Pehen lete toh nazariya badal jaata Mayoosi se darte nahi phir Har thokar par dil sambhal jaata - Joy G Kya aap jaana chahenge humara nazariya kaise humare rishton ko humari duniya ko prabhavit karta hai? Kaise galat nazariye se humari zindagi andheron mein kho jaati hai, barbaad ho jaati hai? Aaiye is khaas episode mein nazariye par ek nazar daalte hain. Jaa...
Irshya- kya aapka bhi saamna hua hai? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #42 31.07.2024 13:43
Irshya. You can be the moon and still be jealous of the stars. - Gary Allan Ramayan se lekar Mahabhrat tak, Pouranik kaal se lekar aaj tak, Irshya ek aisi bhavna hai jo humesha humare saath rahi hai. Rishton ko parkha hai, challenge kiya hai! Kya aaple rishte bhi jealiousy ka shikaar huye hain? Kya aap bhi jalte hain kisi se? Aaiye is khaas episode mein jealousyko kareeb se samajhne ki koshish kar...
Aks- kya baatchit karte hain aap apne aks se? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #41 24.07.2024 21:49
Aks. Aks se milkar ghabra sa jaata hoon Sehme huye milta hoon jab bhi milta hoon - Joy G Kya aap bhi aks se ghabrate hain? Kya aap apni zindagi par reflect karte hain? Kya aasaan hai reflect karna? Kya zaroori hai reflect karna? Aaiye is khaas episode mein jaante hain humari zindagi mein humare rishton mein reflection ke importance ko. Aaiye aks se ek mulaqaat karte hain. Agar aapko yeh episod...
Thehraav- aaj ki zaroorat | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #40 17.07.2024 21:42
Thehraav Aye zindagi gar ijaazat ho toh thoda ruk jaun yahan? Ya tu hi le chal kahin do ghadi bhar ki fursat ho jahan - Joy G Kya aap burnout ka shikaar hain? Kya aapke rishte aksar burnout ka shikaar ho jaate hain? Kya tezraftaar ki yeh zindagi mein kahin aap khudko hi kho toh nahi rahe hain? Aaiye is khaas episode mein jaante hain thehraav humare liye kyun zaroori hai! Aaiye samajhte hain ki k...
Jhagda- rishton ka daravna sapna | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #39 10.07.2024 16:50
Jhagda सारी दुनिया से लड़े जिस के लिए एक दिन उस से भी झगड़ा कर लिया - शारिक़ कैफ़ी Doston kya yeh zaroori hai ki har baar koi jhagda ek begunaah rishte ki jaan le le? Kya jhagdon se rishton ko bachaya nahi ja sakta? Kya yeh mumkin nahin ki hum jhagdon se rishton ko aur bhi mazboot bana sakein? Aaiye is khaas episode mein jhagdon ki duniya rukh karte hain aur jaante hai ki kaise jhagdon se rishton...
Qubool- power of acceptance | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #38 03.07.2024 18:20
Qubool सितम तो ये है कि वो भी न बन सका अपना क़ुबूल हम ने किए जिस के ग़म ख़ुशी की तरह - क़तील शिफ़ाई Aksar hum acceptance ke test mein maar kha jaate hain. Hum aksar confusion mein rehte hain ki kya qubool karna chahiye kya badalne ki koshish karni chahiye! Hai na? Agar yeh aapki bhi kihani hai toh yeh episode aap ke liye hai. Aaiye is khaas episode mein jaante hai humare zindgi ke humare rishton k...
Galatfehmi- kya aap huye hai shikaar? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #37 26.06.2024 18:45
Galatfehmi साज़-ए-उल्फ़त छिड़ रहा है आँसुओं के साज़ पर मुस्कुराए हम तो उन को बद-गुमानी हो गई - Jigar Moradabadi Kya aap huye hai Galatfehmi ka shikaar? Kya aapne kisi ko galat samjha hai? Rishton ka yeh dushman bahut hi khatarnak dushman hai. Dheere se ghar kar jaata hai aur phir rishton ko andar se deemak ki tarah hi khokla kar deta hai. Aaiye is behad hi chaalaak dushman ko kareeb se thoda jaa...
Maafi- har rishte ki zaroorat? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #36 19.06.2024 20:46
Maafi. Gusse ko jo maaf kar de, uss dil se pyaara koi nahi, Maafi jo de de sabko, uss insaan se bada koi nahi. - Joy G Kabhi aapke saath aisa hua hai ki aapne maafi ki ummend ki ho magar saamne wale ne maafi maangne ki bajay rishte ko hi compromise kar diya ho? Ya kya aapko kisi se maafi na maangne ka regret hai? Kya bina maaf kiye pyaar karna sambhav hai? Aaiye is behad hi khaas episode mein Maaf...
Afsos- kyun karte hain hum? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #35 12.06.2024 16:06
Afsos. Kabhi kabhi main sochta hoon agar tum saath hotein toh kya baat hoti Hazaron aise lamhe hote Jinhe jeene ki ek aas hoti agar tum saath hotein toh kya baat hoti Par zindagi ke safar mein kuch lamhe mujhe se kahin kho gaye kuch bichad kar yunhi toot gaye Ab aksar yunhi baithe sochta hoon gar keh paya hota usdin apne dil ki baat tumse, toh afsos nahi shayad sirf khushiya mere jholi mein hoti...
Sabr- har rishte ki zaroorat | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #34 05.06.2024 19:00
Sabr. Milunga fir tumhe Fursat mein kabhi Kis Janam kis jagah kis ghadi Mujhko abhi pata nahi Yaadon ki gullak kholunga Aur sunaunga tumko kuch kissey koi kahani Ya shayad fir kuch naye khwab bununga Meri Deewangi ka kuch pata nahi Aur firse agar rooth jao toh tum Is bar Alvida na keh kar jaana Main Har Janam tumhari rah takunga Mere sabr ki koi seema nahi Milunga fir tumhe Fursat mein kabhi Kis J...
Niyat- ek anmol saathi | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #33 29.05.2024 15:56
Niyat. Kuch irade jodhey theye bachpan se maine gullak mein unko sambhaaley rakha tha Mujhe lagta tha yeh beshkeemti asharfiyaan hain Badhi der baad jaana main kitna galat tha Log sabhi kuch ko anjaam se tolne lage theye Haarne wala jaahil aur jeetne wala khuda tha Niyat ki ab koi sunwaai nahi thi Kathghade mein woh bebaak khada tha - Joy G Kya Niyat huamri woh anmol dost hai jisko hum humesha...
Aansu- kya taqat ban sakte hain? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #32 22.05.2024 13:15
Aansu. beh jaane deta hoon ashkon ko mein shayad mere karmo ki saza hai yeh beh jaane deta hoon ashkon ko mein shayad upar waley ki raza hai yeh beh jaane deta hoon ashkon ko mein suna hai yeh aankhen swatch kar detin hain beh jaane deta hoon ashkon ko mein suna hai yeh dil ko pak kar detin hain - Joy G Aansuon ki kya wajood hai humari duniya mein? Kya aansu bhana kamzori hai? Kya ashqon ki koi ah...
Kamzori- kya rishton ki taaqat ban sakti hai? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #31 15.05.2024 11:58
Kamzori. Kyun auron ki tarah tumse keh nahi pata theek hoon main? Kyun tumse sach kehne ko jee chahta hai Kyun auron ki tarah tumse keh nahi pata main sab sambhaal lunga! Kyun tumse apna darr baantne ko jee chahta hai - Joy G Kya aap rishton mein vulnerable ho pate hain? Kya kisi ne aapko apni kamzoriuyon ke bare mein bataya hai? Kya bina vulnerability darshaye rishton mein deep connection sambhav...
Kaash- kabhi yun ho jaata! | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #30 08.05.2024 13:00
Kaash. Kaash kuch aisa ho jaata ek bhuley bisre geet ki tarah tum achanak mujhe gunguna letein un chand lamhon mein main ek baar phir se jee leta Kaash kuch aisa ho jaata - Joy G Hum sabhi waqt beqat kaash ki duniya mein kho hi jaate hain. Hai na? Kabhi regrets ko saath lekar toh kabhi sapno ka haath thaame. Aaiye is episode mein Kaash ki is mayawi duniya ka rukh karte hain. Is dilchaps shabd ko n...
Ghumshuda- kya hai jo kho gaya hai? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #29 01.05.2024 13:45
Ghumshuda. वो चीज़ कहते हैं फ़िरदौस-ए-गुमशुदा जिस को कभी कभी तिरी आँखों में पाई जाती है - जिगर मुरादाबादी Doston kya aapse kabhi koi azeez cheez khoi hai? Koi rishta, kuch yaadein ya fir koi lamha? Kya aapne khud ko ghumshuda paaya hai kabhi? Kya aap paane khone ka hisaab rakhte hain? Aaiye is episode mein in sabhi sawaalon ke jawaab talashte hain. Ek interesting safar mein kho jaate hain! Agar aa...
Jhukna- sahi hai ya galat? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #28 24.04.2024 17:18
Jhukna. Kisi ke sajde mein sar jhuka lena mujhe aacha lagta hai Aur kabhi naraazgi mein seesh jhuka lena mujhe sachcha lagta hai Jab kabhi apni tareef sunta hoon sar jhuka leta hoon mujha accha lagta hai Aur kabhi apni galti maan kar sar jhuka lena mujhe sachcha lagta hai - Joy G Doston kya jhuk jaana sahi hai ya galat? Kya yeh humari kamzori darshata hai ya phir himmat? Kya rishton mein seesh jhu...
Aitbaar- neenv har rishte ki | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #27 17.04.2024 17:32
Aitbaar. Main yeh dava bhi nahi karta ki main waqt ka pabandh hoon Magar kabhi toh mera intezaar kar ke toh dekho Main nahi kehta ki tumhare vishwaas ke layak hoon Magar ek baar mera aitbaar kar ke toh dekho - Joy G Aitbaar ya bharosa har rishte ki neenv hai. Hai na? Toh fir kya karein ki yeh neenv majboot ho? Aur phir kya karein agar yeh neenv ladkhadhane lage? Aaiye is episode mein Aitbaar yaani...
Similar podcasts
Replaio is not a podcast publisher; show names, artwork and audio belong to their authors and are distributed through public RSS feeds.