Ashok Sawhny 'Sahil'
Dastan -e- zindagi
Ashok Sawhny is a keen observer of life. He has a number of published works in English, Hindi and Urdu and in this podcast he narrates his poetry on various observations and thoughts in Urdu.
Author
Ashok Sawhny 'Sahil'
Category
Podcast website
Latest episode
Jul 10, 2026
Where to listen?
Podcasts in the app Replaio Radio Coming soonPodcasts are coming to the app soon. Install now and be the first to see a whole new take on podcasts
Episodes
Ferjaam | Written By Ashok Sawhny "Sahil" | Recited By Mehran Shah | Part 91 18.03.2025 1:16
Title - Ferjaam / Dard-e-dil ka DarmanWritten By @AshokSawhny Sahil Recited By @Mehran Shah #urdupoetrystatus #shayari #ashoksawhnysahil ‘Sahil’ maut ki nahin hoti hai zindagi ghulamHasti us ki apni hai, mat kar qaza ko badnaamYaro, dekha jaaye to zeest ibtidaye maut haiAur fanaa hi har shai ka hai, ferjaamSheikh , jab hayaat ka maqsad hi sayi haiPhir kya fayeda jeena, be Neel e MuraamYaro, gilah...
Dhanak | Poetry By Ashok Sawhny Sahil | Urdu Shayari 18.03.2025 1:38
Title - DhanakBy @AshokSawhnySahil. Video Artist - Badar Naaz#ashoksawhnysahil #urdupoetry #shayari Rangon mein rang to na safed hai na hi siyaahPhir, dhanak ho haseen aasmaan mein kyon naKhudaya banaya tha tu ne jab farishte ko shaitanPhir woh mubtala ho yaan ghaban mein kyon naShaitaan o farishta donon hain man mein sab ke jabTo insan phir doobe kabhi paagalpan mein kyon naQafas ho khula aur a...
Jo Guzar Gaya | Poetry by Ashok Sawhny "Sahil" | Urdu Shayari 18.03.2025 1:25
Title - Jo Guzar GayaBy @AshokSawhnySahil. Video Artist - Ujala Saroj#ashoksawhnysahil #urdupoetry #shayari Jo guzar gaya woh lamha thaWoh lamha ab fana huaJo bach gaya so haal haiNaam mustaqbil ka kal huaUs kal ka aaj kisey pataNa aya jo na hum ne dekhaJo zulmaton men lipta hoSiyah jis ki ho qabaMaazi na mustaqbil koiJalwa na mehfil koiJeena is lamhe men haiGirdaab ho ya sahil koiRet aur kha...
Tamanna | Poetry By Ashok Sawhny Sahil | Urdu Shayari 21.02.2025 2:13
Title - Tamanna (Sada e Dil)By @AshokSawhnySahil. Video - Badar Naaz#ashoksawhnysahil #urdupoetry #shayari TamannaGhazal chhed aisi koi zindagi meinBadal de andhere ko jo raushni meinMusarrat ke naghmaat se bhi ho baalaHo soz-e-gham yaar bhi Ragni meinTarap jaaye insaan ka dil jisko sun karWoh jaadu ataa kar meri shayari meinWoh aansoo bahen meri aankhon se yarabHo taskin-e-dil aansuon ki nami m...
Khoon Paseeney | Poetry By Ashok Sawhny "Sahil" | Urdu Poetry 21.02.2025 1:51
Title - Khoon PaseeneyBy Ashok Sawhny "Sahil" Video Artist - Badar NaazFayeda nuqsaan to mahz anjaam haiKhoon paseeney ka naam kaam haiGaley milna na jaano to jaanogey kyaKya hota hai milna kya inzimaam haiHayaat do manzila makaan hai huzurAsl zamin per baaqi sab sar e baam haiInsan ban kar rehna insaniyat ko apnanaKaho is se bartar kaunsa kya maqaam haiHar baat ka jawab to vaiz pe nahi...
Jo Guzar Gaya | Poetry by Ashok Sawhny "Sahil" | Urdu Shayari 21.02.2025 1:25
Title - Jo Guzar GayaBy @AshokSawhnySahil. Video Artist - Ujala Saroj#ashoksawhnysahil #urdupoetry #shayari Jo guzar gaya woh lamha thaWoh lamha ab fana huaJo bach gaya so haal haiNaam mustaqbil ka kal huaUs kal ka aaj kisey pataNa aya jo na hum ne dekhaJo zulmaton men lipta hoSiyah jis ki ho qabaMaazi na mustaqbil koiJalwa na mehfil koiJeena is lamhe men haiGirdaab ho ya sahil koiRet aur kha...
Dhanak | Poetry By Ashok Sawhny Sahil | Urdu Shayari 21.02.2025 1:38
Title - DhanakBy @AshokSawhnySahil. Video Artist - Badar Naaz#ashoksawhnysahil #urdupoetry #shayari Rangon mein rang to na safed hai na hi siyaahPhir, dhanak ho haseen aasmaan mein kyon naKhudaya banaya tha tu ne jab farishte ko shaitanPhir woh mubtala ho yaan ghaban mein kyon naShaitaan o farishta donon hain man mein sab ke jabTo insan phir doobe kabhi paagalpan mein kyon naQafas ho khula aur a...
Payambar | Poetry By Ashok Sawhny Sahil | Urdu Shayari 19.02.2025 1:32
Payambar to insan hai khuda to woh bhi nahinSaanson ka aana jana hawa to woh bhi nahinDua mein kitna asar hai nahin hai kaun jaaneIltija hai lekin dawa to woh bhi nahinNaseem to naseem hai zuroorLekin saba to woh bhi nahinKya sahil ko kahun mein apna yaroAakhir woh bhi to apna nahinJis ne so saal bhi jee liye ‘Sahil’Lekin baqa to woh bhi nahinWebsite : www.ashoksawhny.comYoutube https://www.youtu...
Auraq-E-Hasti | Poetry By Ashok Sawhny Sahil | Urdu Shayari 10.02.2025 1:27
Title - Auraq-E-HastiBy @AshokSawhnySahil. #ashoksawhnysahil #urdupoetry #shayari Auraq e hasti sanwar jaaengeAawara wo kaaghaz kidhar jayengeSharaab hata mai e naab rakh saqiSab rind phir jahan ke sudhar jayengeMunsif nazren mila kar suna faislaJurm se varna hum mukar jayengeMasiha nahin to isa e nafas kyaYun hi saans lete lete hum guzar jayengeAb muashre ko ‘sahil’ samjhaye koiGar bhooley khud...
Waqt Ba Waqt | Poetry by Ashok Sawhny "Sahil" | Urdu Shayari 30.01.2025 1:27
Kya hai koi aisa dunya men dekhe jis ne gham nahin Jo roya nahin aur aankh jis ki hui kabhi num nahin Waqt ba waqt ki baat hai, khel hai saara qismat ka Mubarak kyon khushi ko den mujrim to alam nahin Yaro, tum wohi main wohi badla to kuch bhi nahin Sheeshe ka qusur sab, mulzim aakhir hum nahin Gardishon ki baat aur sakoot e sumundur ki kya Kaun hai jis ne sahil dekhe aur dekhe talatum nahin Gar...
Jab Manzil Nahin | Poetry by Ashok Sawhny "Sahil" | Urdu Shayari 30.01.2025 1:28
Jab manzil nahin phir ravaan ho kyon Tum aawara meri jaan ho kyon Shab se gar kaam chalta jahan ka Phir suraj kaho ayaan ho kyon Har shai ka maqaam apna hai yaro Phir hamaare kehne se wahan ho kyon Tu kuch na karega khudaya agar To pur sukun phir jahan ho kyon Gar pukhtah ho iman to vaaiz Darkaar koi aur darmaan ho kyon ‘Sahil’ safar lamhon ka hai zindagi Phir mustaqil kuch yahan ho kyon Note: All...
Anndaata-o-Kartaar | Poetry By Ashok Sawhny Sahil | Urdu Shayari 28.01.2025 1:19
Ann daata o kartaar tujhe kehte hain sab Phir kyun ya rab pareshan rehte hain sab Ek hi khuda hai jis naam se bula lo Phir kyon bad gumaan rehte hain sab Zameen per koi aur aasmaan men koi Vaaiz, aaj kaun jaane kahan rehte hain sab Zameen se faramosh sarabon men be hosh Jaane phir kaise yahan rehte hain sab Ahd e maazi ko bhoolen to kis liye hum Usi se to har dum jawaan rehte hain sab Dil sab ka...
Khoobaan Se | Poetry By Ashok Sawhny Sahil | Urdu Shayari 28.01.2025 1:40
Khoobaan se na ho habban to kya Ghar men na ho hum zubaan to kya Gul o khaar hain chaman men khub Bulbul nahin na baaghbaan to kya Kirnon ki mushtaq hai nadi bhi Aftaab na ho ayaan to kya Aaraam to chahiye sayyare ko bhi Gar darya na ho ravaan to kya Mukhbir hain aankhen, intibaah! Raaz e dil na ho pinhaan to kya Raushan sitaare kyon kaafi nahin ‘Sahil’, chaand na ho ayaan to kya Website : www.as...
Rashk-e-Jinaan | Written By Ashok Sawhny "Sahil" | Recited By Mehran Shah | Part 84 28.01.2025 1:28
Mat ro ‘Sahil’ yuhin tu, giraan baha hai dil o jaan Falak se ansu tapken ge, karam farma hai aasmaan Buniyaad chaman ki khaak hai, wohi tauleed, wohi mazaar Ugta hai phool khaak se, phir bantaa hai gulisitaan Sukun hai ism hayaat ka, samandar bohat gehra hai Gar pareshan hona mout hai, kyun hona phir, pareshaan Aab-e-kausar na sahi aur na hi farishta koi Bana le ai bashar tu, jahan ko rashk-e-jina...
Baharein Aati Jaati Hain | Poetry By Ashok Sawhny Sahil | Urdu Shayari 28.01.2025 2:05
Baharein aati jaati hain zamaan e tifli ko kya hua Andheron mein kyon hain raaste tajalli ko kya hua Pareshan kyon hai dil mera, pareshan mera jahan Na din ko chain na raat ko neend tasalli ko kya hua Hai zaamin nahin koi zindagi ka magar, naaseh Hangama har su itna kyon, mutawalli ko kya hua Mausam e bahaar men nishan khazaan ke kyon Khilte hain chaman men gul per titli ko kya hua Munafiq jahan m...
Baat Dushmani Ki | Poetry By Ashok Sawhny "Sahil" | Urdu Poetry 17.01.2025 1:36
Baat dushmani ki hoti to unhen kamzor kyon banata Khawateen ko Khuda phir mardon se kyon milata Zabardast hain yeh kaisi aaj rishton mein daraaren Shayad unsiyat ho jaati gar unsiyat Rab na banaata Maazi bhale azaab ho, naam tifli ka to mahabat hai Daana, bachpan ke jhooley mein hai khud ko jhulata Munsif sacha to wohi hai dil mein jiske ho khauf e khuda Faisle jo muqadamon ke khuley aam hai sunat...
Hum Se Mat Puccho | Poetry By Ashok Sawhny Sahil | Urdu Shayari 17.01.2025 1:42
Hum se mat puccho deewaanon se puccho Yeh dunya hai un ki zamaanon se puchho Majaazi khuda hai jahan men kaun awwal Hum se nahin daanishmandon se puchho Woh haqeeqat se door, aasmaan ke qareeb Sach kya hai un ke bahaanon se puchho Woh jaante hain sab kuchh khuda se mazeed Iraade tum unke khwaabon se puccho Taabeer kis ne ki, kabhi khwabon ki sahih Yaqin nahin aata to saveron se puchho Hum ahd e ma...
Jaam o Meena | Poetry By Ashok Sawhny Sahil | Urdu Shayari 17.01.2025 1:47
Ai rind, jaam o meena hai tera, maikhana nahin Chund ghariyan, kuchh surur bas, zamana nahin Sakoot e sumundur dekhiye talatum o tufaan nahin Rah e junoon hai zindagi roodaad e fasaana nahin Ik dhadkan hai hayat, isey ghalat na samajhna Hifazat hai sabaq is ka dil ko tadpaana nahin Dil naadaan nahin to kya hai kisi aalim ka aashiyan Firasat ka baatin mein dil to koi paimaana nahin Mausamon ka dast...
Aazaad hai Rooh/ Dard-e-dil ka Darman 17.01.2025 1:51
Title - Aazaad hai Rooh/ Dard-e-dil ka Darman Written By @AshokSawhny Sahil Recited By @Mehran Shah #urdupoetrystatus #shayari #ashoksawhnysahil Zindagi ka maqsood hai duhrana khuda ka naam Maut hai, guzar jaana yahan se ba aaraam Khatm ho jaayen ge jhagray, yeh fitne tamaam Naam rakho, ai logo, phoolon ka Raheem o raam Na zaat na mazhab na ism, na rang-e-badan Buri nazar se dekhna hai har haal me...
Sumundr ki gehrayi | Poetry By Ashok Sawhny Sahil | Urdu Shayari 17.01.2025 1:38
Sumundr ki gehrayi koi naptaa nahin Dil bhar na aaye to woh rota nahin Naale masrufiyat ke sab, fikr Rab ki kisey Har ilteja ka jawaab to milta nahin Yaro, zulmat e shab se shikayat kaisi Aqlmand, amuman raat ko jaagta nahin Sambhaalen hum apni hayat ko logo Zimmedaari se daana to bhaagta nahin Qusoor us ka nahin sulaane waale ka hai Zameer to fitratan kabhi sota nahin Ahsanmandi ho dil mein aur p...
Kaaghaz Per Likhe | Poetry By Ashok Sawhny Sahil | Urdu Shayari 15.01.2025 1:33
Kaaghaz per likhe harfon ko khazaana jaaniye ‘Sahil’, ko be jhijhak aap deewaana maaniye Saanson se fursat hai nahin hisaab jeene ka kya Masrufiyat ko dosto aaj aap bahana jaaniye Badla badla sa zamaan yeh dhamaake pagers per Behtar hai sab naqsh e pa aap mitana jaaniye Doghli hai dunya ab haqeeqat se vaasta nahin Sehat ki lye muzir nahin saraab men jeena seekhiye Yaro, neendon ki kotahi sabko hai...
Mustaqil | Poetry by Ashok Sawhny "Sahil" | Urdu Shayari 14.01.2025 1:23
Ab kya hua hai gham e dil ko Hai ranj o alam mustaqil kyon Shaikh, tu kahan, hum kahan Bol afsurdah teri mehfil kyon Haqq ke naarey har su har ja Dil mein phir hai baatil kyon Labon pe naam us maalik ka To baatin me hai qaatil kyon Kabhi kal subh ka naam tha agla din Saanson mein ab mustaqbil kyon Tufaan, girdaab, be bas safeena Aaj sahara nahin hai 'sahil’ kyon Rabba, tere jahan, hangame har su B...
Ab Kaun Hai / Dard-e-dil ka Darman 14.01.2025 1:44
Maazi dekh musafir, mustaqbil ho to dikhaun Logon ko kya manana, pehle khud ko to manaun So rahi hai duniya bhala kis ko mein Uthaun Khuftah to mein khud hun, ouron ko kya jagaun Zabtِ-e-giryh se bhar gaya hai dil logo Mein sale ashk ko kaho kaise bahaun Kabhi janbian tha badan, tarap dil mein thi Us joshِ-e-junoon ko ab kaise tharthraun Tanhai ki sada apni, dil rota hai tanha Tanha dil ko batao m...
Luft e Sukhan-Lyrics by Ashok Sawhny 13.12.2024 2:15
Lutf e sukhan to sukhan mein hai Jaan to meri badan mein hai Taaliyon ki goonj se kya miley Sukun to raushan man mein hai Yeh justaju e shauhrat hai kya kaho Khaalipan to saara dhan mein hai Taqreeren to har ja be shumaar hain Daanayi lafzon ke vazn mein hai Waaldain qareeb aulaad hai kitni Taskeen isi shaan mein hai Ma ke gehwaare ko bhooley hain log Afsos to isi badzan mein hai Main aya, main ne...
Yaro Shikwe | Poetry By Ashok Sawhny Sahil | Urdu Shayari 21.10.2024 1:25
Yaro shikwe zulmaton ke saver se kyon Woh to nahin puchhti uthe ho der se kyon Tum sa jawaan nahin, taqaza umr ka hai Vaasta mera ab ho kisi sher se kyon Logo batao ke vajh kya hai, agar Dil darakhshhan to khaaif andher se kyon Jab khaak hai teri hasti to bande bata Darta hai tu phir ik mitti ke dher se kyon Momin hun sahil’ iman mera mohkam Dua se kaam chalta hai sab, her pher se kyon Website :...
Similar podcasts
Replaio is not a podcast publisher; show names, artwork and audio belong to their authors and are distributed through public RSS feeds.