SAHEB

This Is Saheb

Arts HI ↓ Odcinki: 62

I am a poet who loves music and poetries are the only way to convey my stories to you. I will try to convey my words and all the feelings that I felt, hope it reaches you exactly the way I want to conveyInstagram- @thisissaheb

Koniecznie odwiedź stronę podcastu i wesprzyj twórcę: podcasters.spotify.com

Autor

SAHEB

Kategoria

Arts

Strona podcastu

podcasters.spotify.com

Ostatni odcinek

19 maj 2024

Gdzie słuchać?

Podcasty w aplikacji Replaio Radio Już wkrótce

Podcasty trafią do aplikacji już wkrótce. Zainstaluj teraz i jako pierwszy zobacz nowe podejście do podcastów

Pobierz z Google Play Zainstaluj za darmo Android prawie 10 mln pobrań · ocena 4,7+ iOS niedługo

Odcinki

Kaise ho 22.05.2022

Log aksar ye sawal krte hai mujhase aur mai aksar hi muskura kar keh deta hun "Badhiya"

BHAROSA 23.04.2022

Bharosa dusare lafzon me yakeen hi hai Aur yakeen maniye Bharosa aasani se tut jata hai.

Kahani 22.03.2022

Aur ehsaas bhi unn gamo ka jinse kahaniyan to amar ho jaati par kahaniyon me kirdaar mar jata hai

Tod kar dekhenge 21.03.2022

Ab to dil karta hai ki kisi shaam jo didar hua to hum bhi muh mod kar dekhrnge. Waise pathar dil hai wo kabhi tarash kar kabhi tod kar dekhenge.

Mai mahir hun 05.03.2022

Mai hamesha se apne khayalon ko bayaan karne ki koshish me lage rehata jo mere zehen me basar karti hai

Akela hun 27.02.2022

Baat ye nahi hai ki koi aapka apna nahi ya sab paraye hai, isme baat bas ye hai ki aap aapne sath ke ek akele ho.

Dar 12.02.2022

Dar me rehana hamari majburi hai. Napasand ni sahi par ye ehsaas bhi zaroori hai

Ummeed 05.02.2022

kuch ummiden aisi hoti hai jo bohot badi ni hoti par unke tutane par taqleef zaroor hoti hai.

Na ummeed 30.01.2022

Aankhe mund kar bharosa hai tujhpe pr mai andha nahi. Nafa nuksaan kya hota hai ishq hai ye dhandha nahi.

Jhagada 27.01.2022

Haal ye hai ki na mai usse kuch keh paa raha hun aur na wo sunna chahati hai par ek din zaroor mai keh paaunga aur sunna chahegi.

Kaise batau 26.01.2022

Agar maine bta diya to mai khudgarz ho jaaunga aur shayad kamzor bhi.

Ye dil 25.01.2022

Par ye jo dil hai na sochata bhi hai aur kosata bhi hai. Bhulana bhi chahata hai aur khojata bhi hai

Anban 24.01.2022

maine chikha hai usapar ye glti thi meri aur malal iska ki baat nahi ho rahi

Achha nahi lag raha 23.01.2022

Ye use bhi pata hai ki mujhe bhi achha nahi laga raha.

Ek aur khat 21.01.2022

Ab mai tumhara itana apna to ho hi gaya hun ki ye khat ab tumhe meri awaaz me sunayi pade aur agar aisa hai to suno

Thakaan 15.01.2022

Mai ab thaka hua mehsus kar raha hun.

Seher ho gaya hun 07.01.2022

Mai siyaah shaam se ab dhundhala seher ho gaya hun

Lagna chahiye 04.01.2022

Kash na milta tujhase ye kaash to khair ab lagna chahiye.

Gerua kar de 01.01.2022

Ab ye shamaa bhi smbhal nahi rahi ye mere kagazon par pighal rahi hai

Waqt 31.12.2021

Waqt bacahaya nahi istemaal kiya jata hai

Bataye koi 30.12.2021

Jo uljahn hai suljhaunga jo sulah chahiye to bataye koi

Mai hun usme 28.12.2021

Mai hun usme use ilm nahi wo aayina hai dil shisha hai

Neend 27.12.2021

Sochane ke shor se ab neend bhi zaroori hai

Wo bhi utna hi chahe 26.12.2021

अगर आपके पास एक मुकम्मल मोहब्बत है और अगर आप मुझे सुन रहे हैं तो मैं ये कहना चाहता हूं कि आप उस रिश्ते की क़द्र ​करे : )

Baat chit 24.12.2021

Zaroori hai

Słuchaj podcastu This Is Saheb w Replaio

Radio i podcasty w jednej aplikacji - za darmo, bez zakładania konta. Zainstaluj już dziś i nie przegap premiery

Pobierz z Google Play

Replaio nie jest wydawcą podcastów; nazwy audycji, okładki i audio należą do ich autorów i są rozpowszechniane przez publiczne kanały RSS