Joy G
DIL Meri Jaan with Joy G
Dil Meri Jaan is a unique Hindi podcast show sprinkled with Shero-Shayari, Geet, Ghazals, Nazms, Poetry, and Stories that delve into the intriguing world of human relationships, romance, and any matter of the Heart! The show takes the help of renowned Shayars, Lyricists, Poets, Storytellers, and Philosophers to understand various facets of love and relationships. I earnestly hope that this podcast will give you an interesting perspective and will help you see relationships, love, and romance in a new light! Happy Listening!!
Where to listen?
Podcasts in the app Replaio Radio Coming soonPodcasts are coming to the app soon. Install now and be the first to see a whole new take on podcasts
Episodes
Nazmein- Part 2 | Verses | Ek anokha expression | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #101 17.09.2025 32:30
Nazmein- Part 2 🎙️💯 नज़्म: दिल का दस्तावेज़” | Part 2 | 101st Episode | Nazm Special | 🎧💔✨ ✨ Kabhi aapne mehsoos kiya hai ki ek nazm sirf lafzon ka silsila nahi hotein, balki ek dil ka raaz hotein hain? ❤️Iss khaas episode mein hum baat kar rahe hain un khayalon, jazbaaton aur lamhon ki jo ek nazm ke panne se zyada, ek dil ke panno mein likhi jaati hain. ☕ Zara sochiye ek chaandni raat mein...
Nazmein- Part 1 | Verses | Ek anokha expression | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #100 10.09.2025 22:35
Nazmein- Part 1 🎙️💯 नज़्म: दिल का दस्तावेज़” | Part 1 | 100th Episode | Nazm Special | 🎧💔✨ 🌙 100 एपिसोड का सफ़र, एक नज़्म की शक्ल में ✨ Kabhi aapne mehsoos kiya hai ki ek nazm sirf lafzon ka silsila nahi hotein, balki ek dil ka raaz hotein hain? ❤️Iss khaas episode mein hum baat kar rahe hain un khayalon, jazbaaton aur lamhon ki jo ek nazm ke panne se zyada, ek dil ke panno mein likhi jaati...
Fitrat | Nature | Kya hai aapki fitrat? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #99 03.09.2025 19:38
Fitrat. शाइ'र हूँ मैं शाइ'र हूँ मेरा ही ज़माना है फ़ितरत मिरा आईना क़ुदरत मिरा शाना है -जिगर मुरादाबादी💖 Fitrat: Zindagi aur Rishton ka Gehra Raaz 🤔Kya aapne kabhi socha hai ki aapki Fitrat yaani aapka Swabhaav aapki zindagi aur rishton ko kaise shakal deta hai?🤔 Is episode mein, hum aapko le chalenge ek anokhe safar par, jahan hum Fitrat ki gehri paraton ko tatolenge. ✨ Humari Fitrat...
Zidd | Stubbornness | Kya aap bhi ziddi hain? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #98 27.08.2025 19:23
Zidd. ज़िद हर इक बात पर नहीं अच्छीदोस्त की दोस्त मान लेते हैं -दाग़ देहलवी ZIDD (ज़िद) 🎧 : Kya aap bhi ziddi hain 🤔 ? Is episode mein hum ज़िद ke do-dhari talwar jaise jazbaat ko explore karenge, relationships se lekar life ke challenges tak. 🔪 Kya zidd hamesha buri hoti hai? 🤔 Ya kabhi-kabhi yeh humari sabse badi taakat ban jati hai? 💪 Hum rishton mein aane wali zidd ki baaton par gaur kareng...
Izzat | Respect | Kyun zaroori hai izzat dena? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #97 20.08.2025 21:46
Izzat. चल तो सकता था मैं भी पानी पर मैं ने दरिया का एहतिराम किया - Anjum Salimi Izzat: Ehsaas-e-Ehtiram: Kyun Zaroori Hai Izzat Dena? 🙏Aaj ke zamane mein daulat aur shohrat ko sabse upar maana jaata hai. Lekin kya sach mein izzat kharidi jaa sakti hai? 🤔 Dil Meri Jaan ke is naye episode, 'Izzat' mein, aaiye aapko le chalte hain izzat, aadar aur samman ke ek gehre safar par. Hum samjhenge...
Awargi | Wandering | Kya aapne bhi ise mehsoos kiya hai? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #96 13.08.2025 23:08
Awargi. Mil rahi hai jab hamein ik rahat-e-awargi, Laut kar is anjuman se apne ghar jaega kaun - Qateel Shifai Awargi : Kya sahi hai ya phir galat? 🤔🚶क्या भटकना हमेशा बुरा होता है? 🤔 क्या रिश्तों में और ज़िंदगी के सफर में आवारगी का एहसास हमें कुछ सिखाता है? 🍂 इस एपिसोड में, हम Awargi (Wandering) के गहरे मतलब को समझेंगे। यह जानेंगे कि कैसे यह एहसास कभी एक ख़ूबसूरत तलाश बन जाता है, और कभी एक दर्द...
Madad | Help | Aapne maangi hai kabhi? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #95 06.08.2025 16:22
Madad. ये रूह बरसों से दफ़्न है तुम मदद करोगे बदन के मलबे से इस को ज़िंदा निकालना है - महबूब ख़िज़ां Madad : Ek Haath ❤️ Ya Sirf Ek Ehsaan? 🙏💔 Kya aapko kabhi akelepan ne ghera hai? 😔 Kya aapke dil mein bhi yahi sawaal hai ki "Madad maangein ya na maangein?" 🤔 Is episode mein, aapke host Joy G ke saath, hum Madad ke gehrey jazbaat ko mehsoos karenge. Yeh sirf ek shabd nahi, balki har...
Parat | Layer | Aapke andar kitni partein hain? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #94 30.07.2025 20:14
Parat. खुलत में बंद हैं कोंपल के सोते जागते रंग परत परत में नई दिलकशी है ये दुनिया - महबूब ख़िज़ां 💔 Parat: Shaksiyat ki rishton ki samajh 💔 Kya aapne kabhi socha hai ki humari shaksiyat aur rishte kitni paraton mein lipte hote hain? 🤔 Dil Meri Jaan with Joy G ke naye episode 'Parat' mein, hum isi gehre raaz ko tatolenge. Yeh episode aapko ek anokhi roohani yatra par le jayega. 🚶♀️🚶...
Sajda | Humility | Aapka sar kiske sajde mein jhukta hai? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #93 23.07.2025 25:11
Sajda. लोगों ने तो सूरज की चका-चौंद को पूजा मैं ने तो तिरे साए को भी सज्दा किया है - ख़ातिर ग़ज़नवी💔 Sajda: Rishton Ki Gehraai Mein Jhukna 💔 Kya rishton mein jhukna kamzori hai ya taaqat? 🤔 Dil Meri Jaan with Joy G ke naye episode "Sajda: Rishton Ki Gehraai Mein Jhukna" mein aaiye iss gehre ehsaas ko samjhte hain, jahan jhukna sirf sar jhukana nahin, balki dil se, adab se, aur bepanah mo...
Nafrat | Hate | Kya aap bhi kisi se nafrat karte hain ? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #92 16.07.2025 20:48
Nafrat. नफ़रत जो सिखाए वो धरम तेरा नहीं है इंसाँ को जो रौंदे वो क़दम तेरा नहीं है - साहिर लुधियानवी 💔 Nafrat: Kya Yeh Sirf Ek Ehsaas Hai Ya Rishton Ka Qatl? 💔 Dil Meri Jaan with Joy G ke naye episode mein, hum gehraai se samjhenge nafrat ke uss ehsaas ko jo aksar humare rishton aur zindagi ko uljha deti hai. Kya nafrat sirf ek burai hai, ya isme kuch chhupi sikh bhi hai? Kabhi socha hai, jab aap...
Hasrat | Unfulfilled Desires | Kya aap ki bhi hasratein hain? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #91 09.07.2025 17:14
Hasrat. कब कहा मैं ने कि वो मिल जाए मुझ को मैं उसे ग़ैर ना हो जाए वो बस इतनी हसरत है तो है - दीप्ति मिश्रा ✨ Hasrat — wo khwahish jo poori na ho saki,wo jazbaat jo zubaan tak na aa sake, aur wo rishtay jo apne hoke bhi adhoore reh gaye...Iss episode mein, hum chalengeek dil-chhoo lene wali emotional journey par- jahaan hum baat karenge unfulfilled desires ki , adhoori khwahishon ki i aur acceptan...
Fikr | Worry | Kya aap bhi fikr karte hain? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #90 02.07.2025 12:36
Fikr. न ग़रज़ किसी से न वास्ता मुझे काम अपने ही काम से तिरे ज़िक्र से तिरी फ़िक्र से तिरी याद से तिरे नाम से -जिगर मुरादाबादी 🎧 Kya Fikr sirf ek bojh hai ya rishton ki buniyad? 🤔 Is naye episode mein, hum Fikr (Worry) ke har pehloo ko gehrai se explore karenge – uski shuruat se lekar uske anjaamtak. Rishton ke aaine mein, zindagi ke alag-alag mod par, Fikr kaise humein jodti hai aur kab bojh ban...
Viraani | Emptiness | Ek khamosh pukar | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #89 25.06.2025 17:10
Viraani. इतनी सारी यादों के होते भी जब दिल में वीरानी होती है तो हैरानी होती है -अफ़ज़ल ख़ान Kya aapne kabhi rishton mein ya zindagi ke safar mein ek ajeeb sa khali-pan mehsoos kiya hai? Jab sab kuch hote hue bhi, andar se kuch adhoora sa lage? Iss khaas episode mein, hum baat karenge Viraani ki – yaani Emptiness . Hum is ehsaas ko ek naye nazariye se dekhenge, jahan yeh sirf ek khali jagah nahi, b...
Iltija| Prayers | Aap ki kya iltija hai? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #88 18.06.2025 15:41
Iltija क़ुबूल वो जिसे करता वो इल्तिजा नहीं कीदुआ जो वो न करे मुस्तरद नहीं माँगी - अहमद फ़राज़ "Na lafz hain, na kuch bayaan karne ki himmat,bas ek khamosh fariyaad hai- Un sabhi roohon ke liye jo waqt se pehle is jahaan se rukhsat ho gaye. Humari prarthnayein un sabhi ke parivaarwalon ke saath hai. aapke saath hain." 🙏 12 June 2025 ko Ahmedabad mein hue dardnaak vimaan haadse ne hum sab...
Khat | Letter | Aapne aakhri khat kab likha tha? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #87 11.06.2025 22:03
Khat उस के ख़त रात भर यूं पढ़ता हूंजैसे कल इम्तिहान हो मेरा - ज़ुबैर अली ताबिश Kya pyaar ko zinda rehne ke liye mulaqaaton ki zaroorat hai? Kya hazaaron meel ke faasle do dilon ko alag kar sakte hain? 🎙️ Dil Meri Jaan with Joy G ke is naye episode mein, hum inhi sawaalon ke jawab dhoondh rahe hain. Pichle episode 'Faasle' ki baat ko aage badhaate hue, is baar Joy G aapke liye laaye hain ek...
Ghilaaf | Mask | Aapke mukhote ke peeche kaun hai? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #86 04.06.2025 15:38
Ghilaaf तुम फ़क़त जिस्म ढाँप सकते हो चाहिए रूह का ग़िलाफ़ मुझे - Altaf Babar Kya aap bhi apni zindagi mein alag-alag kirdaar nibhate hain? Kya kabhi aapne socha hai ki kyun hum rishton mein, paristhitiyon mein 'Ghilaaf' yaani ek mask , ek cover , ek parat odh lete hain? 🤔 Is khaas episode mein, hum gehraai se samjhenge is complex insaani bartaav ko. Ghilaaf sirf dhakna nahi, balki surviva...
Faasle | Distances | Faasle aakhir hote kyun hain? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #85 28.05.2025 14:51
Faasle फ़ासले ऐसे भी होंगे ये कभी सोचा न था सामने बैठा था मेरे और वो मेरा न था वो कि ख़ुशबू की तरह फैला था मेरे चार-सू मैं उसे महसूस कर सकता था छू सकता न था - अदीम हाशमी 🕊️ Dilon ke darmiyan jo khamoshiyan bas jaati hain wahi toh hain wo faasle jo humein apno se, apne aap se, aur hamari zindagi se juda kar dete hain. Is episode mein hum baat karenge un andekhe, ankahae faaslon ki— 📍 Sapno aur sa...
Panaah | Shelter | Aapne kahan panaah li hai?| Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #84 21.05.2025 22:12
Panaah इक ख़ुशी हम ने दिल में चाही थी वो भी ग़म की पनाह में गुज़री -शकील बदायूनी Kya aapne kabhi socha hai, woh kaun si jagah hai, woh kaun sa insaan ya ehsaas hai jahan aapko sukoon milta hai? 🏡❤️ Jahaan aap bina kisi dar ke, apni asli roop mein reh sakte hain? "Dil Meri Jaan with Joy G" ke iss episode mein, hum dil ki gehraiyon se baat kar rahe hain 'Panaah' ki – yaani shelter...
Takseem | Divided into pieces | Kya aapki zindagi bhi bati hui hai? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #83 14.05.2025 17:20
ज़िंदगी से बड़ी सज़ा ही नहीं और क्या जुर्म है पता ही नहीं इतने हिस्सों में बट गया हूँ मैं मेरे हिस्से में कुछ बचा ही नहीं - Krishna Bihari Noor Doston, kya aapko kabhi mehsoos hua hai ki aap apni zindagi alag-alag tukdon mein jee rahe hain? Office mein koi aur, ghar par koi aur, aur doston ke saath bilkul alag? 🤔 Yeh 'takseem', yeh bikhrav humein aur humare rishton ko kaise anjaane mein a...
Sirat | Character | Kya hoti hai yeh sirat? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #82 07.05.2025 19:20
थोड़ी सी शोहरत भी मिली है थोड़ी सी बदनामी भी मेरी सीरत में ऐ 'क़ैसर' ख़ूबी भी है ख़ामी भी -क़ैसर शमीम क्या आपने कभी सोचा है कि हमारी 'सीरत' (Character/Nature) हमारी ज़िंदगी और रिश्तों को किस हद तक प्रभावित करती है? 🤔 इस एपिसोड में, आपके होस्ट और दोस्त Joy G आपको 'सीरत' की गहराइयों में ले जाएंगे 🎧। हम बात करेंगे: सीरत क्या है और ये क्यों इतनी अहम है? कैसे अच्छी सीरत हमारी...
Kashish | Attraction | Aap kiski aur aakarshit hote hain? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #81 30.04.2025 18:46
Kashish ये हुआ तू कि हर इक शय की कशिश माँद पड़ीमगर इस मोड़ पे आने में बहुत देर लगी - यासमीन हमीद Kya aapne kabhi mehsoos kiya hai ki hum kisi stranger se ek pal mein kaise connect ho jaate hain? Kisi idea, kisi khwaab, ya kisi insaan ki taraf hum khud-ba-khud kyun khich jaate hain? Kashish – yeh ehsaas humein banata bhi hai aur barbaad bhi kar sakta hai. Is special episode mein, aaiye chalte hai...
Haque | Right | Kya hai aapka haque? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #80 23.04.2025 18:30
Haq मुझे दोस्त कहने वाले ज़रा दोस्ती निभा देये मुतालबा है हक़ का कोई इल्तिजा नहीं है -शकील बदायूनी Doston kya aapne rishton mein khud ko thaka hua mehsoos kiya hai? Kya aap aksar rishton mein compromise karte rehte hain? Agar aapka jawab haan hai toh yeh episode aapke liye hai. Aapka haan jawaab is baat ko darshata hai ki humien humare haq ko thoda nazdeek se samajhna hoga. Aur woh isliye kyunki H...
Sahaaraa | Support | Aapka support system kya hai? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #79 16.04.2025 17:01
Sahaaraa सहारा लेना ही पड़ता है मुझ को दरिया का मैं एक क़तरा हूँ तन्हा तो बह नहीं सकता - वसीम बरेलवी Doston yeh baat toh bilkul sach hai ki sahaare ke bina hum kuch bhi haasil nahi kar sakte hain. Sahaaraa humari woh primary need hai jise hum ignore nahi kar sakte hain. Aur jab humein support nahi milta ya phir humein sahaaraa nahi milta toh humeri zindagi bikharne lagti hai. Aur isiliye yeh behad...
Libaas | Dress | Kya pehna hai aapne? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #78 09.04.2025 16:47
ज़ख़्म कहते हैं दिल का गहना है दर्द दिल का लिबास होता है - Gulazar Kya rishta hai libaas aur rishton ka? Kya hum libaas ki tarah rishton ko bhi dhote hain, unki drycleaning karte hain? Aaiye libaas ki duniya mein qadam rakhkar rishton ko tatolte hain. Ek dilchasp duniya ki safar karte hain. Agar aapko yeh episode pasand aaya ho to aap please isey like, rate aur share kar lijiyga aur channel ko fol...
Mayoosi | Disappointment | Aapko kya cheezein mayoos karti hain? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #77 02.04.2025 19:48
मायूस तो हूँ वा'दे से तिरेकुछ आस नहीं कुछ आस भी है - साहिर लुधियानवी Mayoosi woh jazbaat hai jo humari zindagi ko kabhi na kabhi impact zaroor karti hai. Disappointments woh emotions hai jo humein pareshaan bhi kartein hain aur humein zindagi ki sabse badhi seekh bhi detein hain. Toh aaiye is complex aur important emotion ke andar jhaankkar dekhte hain aur jaante hain ki kaise Mayoosi ka yeh jazb...
Similar podcasts
Replaio is not a podcast publisher; show names, artwork and audio belong to their authors and are distributed through public RSS feeds.