Meet Gupt

Bharat Tatha Vishwa Ki Lok Kathayen

Kids HI ↓ 65 episodes

Welcome to the world of Indian / International Hindi audio folk tales. These tales have been published by various book trusts and other publication houses. We hope you will have a wonderful time listening to these magical stories and reliving the days of yonder.

Author

Meet Gupt

Category

Kids

Podcast website

podcasters.spotify.com

Latest episode

Aug 26, 2023

Where to listen?

Podcasts in the app Replaio Radio Coming soon

Podcasts are coming to the app soon. Install now and be the first to see a whole new take on podcasts

Get it on Google Play Install for free Android 5M+ downloads · 4.8 rating iOS soon

Episodes

SE4-EP4-Narsinghavtar 26.08.2023

Narsingh avtar mei bhagwaan vishnu ne hiranykashipu asur ka vadh kiya jo hiranyaksh ka bada bhai tha. Hiranyaksh ko vishnu ke varah avtar ne mara tha.

SE4-EP4-Nayay 16.08.2023

Ye kahani ek aise kissan ki hai jo har baar kismat se se maat khata raha lekin antt mein raja ne uske saath nyaay kiya

SE4-EP3-Varahavtar 13.08.2023

Varah roop mein bhagwan vishnu ne hiranyaksh namak asur ka vadh kiya aur prithvi ko sourmandal mein divay shakti se tike rahne ka aashirwad diya

S4-EP2-koormavtar 29.07.2023

Koormavtar ki katha hamei bahut sí seekh deti hai aur ye bhi batati hai ki devta amar kaise huye.

S4-EP1-Matsyavtar 12.07.2023

Dashavtar ka pahla avtar hai matsyavtar jisme bhagwaan vishnu ek machli ka roop dharan karte hein. Matsyavtar ne haygreev namak asur ka vadh kiya aur vedon ko nasht hone se bachaya

Season 4-Introduction 02.07.2023

प्रत्येक व्यक्ति को अपने जीवन में इन कहानियों के तथ्यों से परिचित होना चाहिए क्योंकि यह न्याय और ईमानदार जीवनशैली में हमारा विश्वास जगाती है। इस खतरनाक समय में इन कहानियों को सुनना बहुत महत्वपूर्ण है क्योंकि हमारे पापों का बोझ देवभूमि पर भारी है। मुझे आशा है कि ये कहानियाँ आपकी चिंताओं को कम करेंगी और आपको ब्रह्मांड के साथ आध्यात्मिक संबंध जोड़ने में मदद करेंगी।

SE3-EP11-Kissan Aur Bhalu 11.03.2023

Iss kahani ke baad hi kissan aur bhalu ek dusre ke dushman ban gye.

SE3-EP10_Sabak 26.02.2023

Jab koi dhani admi kisi garib ki majboori ka fayda uthata hai toh usse uski hi kahi baton se thikane par lana chahiye. Jaisa iss kahani mei kiya gaya hai.

SE3-EP9-Akritagyta Ka Fal 22.02.2023

Apne se bade shatru ko harane ke liye sharirik taqat ki nahi, budhi ki awshayakta hoti hai. Ye baat iss kahani mei charitarth hoti hai

SE3-EP8-Roti Aur Murgi 22.02.2023

Ye kahani aise pati patni ki hai jo krodh nahi karte hain kyonki krodh haste khelte ghar ko nark bana deta hai.

SE3-EP7-Chalak Kissan 12.02.2023

Iss kahani ke kissan jaise chalak log hi sabit karte hain ki dunia mei bewakoofon ki kami nahi hai.

SE3-EP6-Saat Baras Ki Bitiya 06.02.2023

Ek saat saal ki ladki kaise ek zar king ko tark se bhara jawab deti hai jis se zar ki akal thikane aa jaati hai.

SE3-EP5-Ander Ka Bal 29.01.2023

Iss lok-katha mei devi ma ek garib brahman ki taklif door karti hai. Lekin jab padosi bhi devi maa se bahana bana kar ameer hona chahta hai toh devi usse accha sabak sikhati hai.

SE3-EP4-Samay Ka Chakra 27.01.2023

Yeh kahani samay ka mahatwa batati hai. Samay hi hai jo accha ho toh manushya ki budhi bhi acchi rahti hai aur bura ho toh budhi bhi brasht ho jaati hai. Yeh ek shashvat satya hai.

SE3-EP3-Toofan Mei Akeli 25.01.2023

Ye ek akeli besahara chidiya ke vishwas ki kahani hai jisme ghamandi kouvon ne usse sahara na diya toh unhen iska fal bhugatna pada. Bhagwaan ki prakriti toh sab praniyon ke liye saman hai

SE3-EP2-Khopri Ke Chaar Baal 23.01.2023

Kisi seedhe saade aadmi ka kaise kuch log fayda oothate hain, lekin ek din ser ko sawa ser mil hi jaata hai

SE3-EP1-Sabse Bhalo Rupya 15.01.2023

Ye kahani dikhati hai ki jiske paas rupaya hai ussi se log rishta rakhte hain varna pahchante tak nahi.

SE2-EP25-Pehli Maut 24.12.2022

Iss lok katha ke madhyam se yah bataya gaya h ki esa kya hua tha jo lomdi raat ko ek pair utha kar soti hai.

SE2-EP24-Naagrai 18.12.2022

Ye kahani ek premi jode ki hai jinke raste mei bahut mushkilen aati hain lekin aakhir mei vah joda mil hi jaata hai. Kahte hain n jinka milna likha hai wo mil kar hi rahte hain.

SE2-EP23-Jab Devi Hui Hairaan 15.11.2022

Ye kahani ek yuvti ki hai jo apne hi ghar se khana chura kar mandir mei khati thi. Isi khane ki vajah se usko inam bhi milta hai

SE2-EP22-Saari Bahas Se Guzar Kar 15.11.2022

Yeh vyangy sarkari daftaron ki mansikta ko darshata hai.

SE2-EP21-Ramanna Ne Pakda Chor 06.11.2022

Yeh kahani Maryada Ramanna ki hai jo apni budhimata se ek chor ka pata lagata hai jo ghar ka hi ek sadasya tha.

SE2-EP20-Kobru Laaisha 27.10.2022

Yeh kahani Manipur rajya ke Kobru parvat ke janglon mei rahne wale ek haathi aur hathini ki hai Unhe Kobru Laaisha kaha gaya hai yani parvat ka haathi devta. Iss kahani mei insano ki tarah, jaanwaron ki bhavnao ko bahut gahrai se darshaya gaya hai.

SE2-EP19-Bhooton Ki Maalguzari 24.10.2022

Ye kahani ek kamjor aadmi ki h jo apni buddhi aur aatmvishvaas se preton ko bhi kaaboo mei kar leta hai. Kaise? Aao kahani mei sunte hai.

SE2-EP18-Shararti Mann 23.10.2022

Iss kahani mei Tenali Raman ek sacchi ghatna ko iss tarah prastut kiya ki vah sapne mei dekhi ghatna lage . Yeh kamal kaise hua, ye toh kahani sun kar hi pata chalega.

Listen to the Bharat Tatha Vishwa Ki Lok Kathayen podcast in Replaio

Radio and podcasts in one app - free, with no sign-up. Install today and do not miss the launch

Get it on Google Play

Replaio is not a podcast publisher; show names, artwork and audio belong to their authors and are distributed through public RSS feeds.