Yasharim El

YASHARIM EL GRACE REVELATION Hindi Urdu

Religion HI ↓ 352 episodes

#HINDI #URDU #PUJNABI #HEBREW #GREEK #LANGAUGE#LONG #DURATION #BIBLE #YOUTUBECHANNELEvery point, verse and word of this YouTube channel guides the lives of those who are called by God to be the true ChristAnd who want to walk according to God's will and who have a question in their mind that what is the truth? Where is the need for true grace? WhereJohn 114And the Word became flesh, and dwelt among us, full of grace and truthOf his fullness we have grace and truth came through Jesus Christ.

Author

Yasharim El

Category

Religion

Podcast website

yasarimel.wixsite.com

Latest episode

Jul 8, 2026

Where to listen?

Podcasts in the app Replaio Radio Coming soon

Podcasts are coming to the app soon. Install now and be the first to see a whole new take on podcasts

Get it on Google Play Install for free Android 5M+ downloads · 4.8 rating iOS soon

Episodes

MASHAQQAT मेहनत, मज़दूरी, श्रम Labour Toil urdu bible podcast @YasarimEl ​ 10.08.2025

. MATÍ 11: 28Ai mihnat uṭhánewálo, aur bojh se dabe húe logo, sab mere pás áo, maiṉ tumheṉ árám dúṉgá. ; Dekho, yih Ḳhudá ká Barra hai, jo dunyá ká gunáh uṭhá le játá hai. 'Yúhanná 1:29MASHAQQAt मेहनत, मज़दूरी, श्रम Labour Toil urdu bible podcast Aj jis shabad ko hum study karne ja rahen hain wuh shabad hai mushaqat English men Toil" labour " कठिन परिश्रम या मेहनत.बहुत मेहनत और प्रया...

KYA HAI IMAN KI RASTBAZI क्या है ईमान की रास्तबाज़ी" IN URDU HINDI BIBILE PODCAST @YasarimEl ​ 09.08.2025

Vishwash ki dharmikta ka matlab hai ke hum apne amal ya kaamon se nahi, balki sirf Masih Yisu par vishwash karke, Khuda ke samne dharmik thehraye jaate hain. Ye Muft Rastebazi hai jo Masih Yisu ke kiye gaye kaamon par adharit hai — unka balidan, unka punarutthan, aur Khuda ke sache wade.📖 Bible Verse:"Aur is liye vishwās se dharmik thehrā kar, hamāre Prabhu Yīshu Masīh ke dwārā Khuda ke sāth...

Jhuthe Masih Gumrah Karne Wali Ruhon Se Rahe Savdhan URDU HINDI BIBLE @YasarimEl ​ 09.08.2025

Jhuthe Masih Gumrah Karne Wali Ruhon Se Rahe Savdhan URDU HINDI BIBLE ⁨@YasarimEl⁩ huthe Masih aur Gumrah Karne Wali Ruhen aaj bhi logon ko duniya ki lalach de kar dhoka deti hain –“Tumhara business acha ho jayega, paisa aayega, bimari door ho jayegi, achi car, ghar, biwi-bache milenge…”Lekin Bible kehta hai ki yeh sab duniya ki lalsa hai jo ruh ko barbaad karti hai. Aaiye, Urdu Hindi Bible se see...

CHEmical Reaction By Act Of Body Urdu Hindi Bible @YasarimEl ​ 07.08.2025

Chemical Reaction by Act of Body (Bible ke roshni mein) – @YasarimElMera Vishay (Topic):Jab insaan kuch dekhta hai, sunta hai, bolta hai ya sochta hai — apni body ki indriyon ke zariye — to uska seedha asar uske jism aur ruh dono par hota hai. Ye sirf zahiri amal nahi hote, balki andar hi andar ek chemical reaction bhi paida hoti hai jo insaan ke sochne, mahsoos karne aur amal karne ke tareeqe ko...

YAQUB KHUDA KE SATH KUSHTI KAISE LADA ‪@YasarimEl‬ 03.08.2025

Yaqub ne ek aisi raat mein Khuda ke saath kushti ladi jo uski zindagi ka sabse bada morh ban gayi. Yeh koi aam kushti nahi thi – yeh ek roohani jang thi, ek azmish thi, jismein Yaqub ne kaha:"Jab tak tu mujhe barakat na de, main tujhe chhorunga nahi!" (Pedaish 32:26)Is video mein hum is gehri roohani sachchai ka jaiza lenge:Yaqub ne Khuda ke saath kyun aur kaise kushti ki? Is kushti ka m...

RAUSHNI HO JA रौशनी हो जा @YasarimEl #REVLATION 01.08.2025

उत्पत्ति 1सृष्‍टि का वर्णन1आदि में परमेश्‍वर ने आकाश और पृथ्वी की सृष्‍टि की। 2पृथ्वी बेडौल और सुनसान पड़ी थी, और गहरे जल के ऊपर अन्धियारा था; तथा परमेश्‍वर का आत्मा जल के ऊपर मण्डराता था। 3जब परमेश्‍वर ने कहा, “उजियाला हो,” तो उजियाला हो गया। 4और परमेश्‍वर ने उजियाले को देखा कि अच्छा है; और परमेश्‍वर ने उजियाले को अन्धियारे से अलग किया। 5और परमेश्‍वर ने उजियाले को दिन और अन्धियारे को रात कहा। तथा...

iman se rastbazi विश्वास से धार्मिकता" @YasarimEl ​ 31.07.2025

📖 IMAN se RĀSTBAZI | FAITH-BASED RIGHTEOUSNESS | روحانی پیغامIman se raastbaaz kaun kehlata hai? Kya hamare achhe kaam humein Khuda ke nazdeek le ja sakte hain, ya sirf iman se hi hum raastbaaz thehraaye jaate hain? Iss video mein hum explore karenge:• Ibraheem ka imtihan aur uska mazboot iman• Bible ke mutabiq raastbaazi ka asli matlab kya hai• Amal aur iman ke darmiyan taluq• Masih Yasu ke zari...

PAAK AUR NAPAAK JANWARON KA MUKASHAFA @YasarimEl ​ 28.07.2025

Is aaj ke parkashan ka maksad mansha kya hai Wuh ye hai ki jo koi bhi janwar hai darinda haiparinda hai chaupaya yani pashu panchi Ye  jaisejisamani hain waise ruhani bi hain yani jaise jismani hain vaise hi Inke subah ki shakal ki mansikta ki ruhne bhihain Magar ek khuda ke kariye ke liye or ek iblish keyahi aaj ke parkashan ki mansha niyat hai irada hai Baki hum kalam ke wasile se samjhen ruh l...

FAZL KE ADHIN KHUDA KI MOHABBAT @YasarimEl ​ 18.07.2025

"अनुग्रह के अधीन परमेश्वर का प्रेम"'Mahabbat is meṉ nahíṉ, ki ham ne Ḳhudá se mahabbat kí, balki is meṉ hai, ki us ne ham se mahabbat kí, aur hamáre gunáhoṉ ke kaffáre ke liye apne Beṭe ko bhejá. '1 Yúhanná 4:10Romíoṉ 5kyúṉki Rúhuʼl Quds jo ham ko baḳhshá gayá hai, us ke wasíle se Ḳhudá kí mahabbat hamáre diloṉ meṉ dálí gayí hai. 6Kyúṉki jab ham kamzor hí the, to ʻain waqt par Ma...

musa ki shariat ke adhin mohabbat @YasarimEl ​ 17.07.2025

मूसा की शरिया के अधीन मोहब्बतLúqá 10:25Aur dekho, ek ʻálim i sharaʻ uṭhá, aur yih kahkar us kí ázmáish karne lagá, ki Ai ustád, maiṉ kyá karúṉ, ki hamesha kí zindagí ká wáris banúṉ? 26Us ne us se kahá, ki Tauret meṉ kyá likhá hai? Tú kis tarah paṛhtá hai? 27Us ne jawáb meṉ kahá, ki Ḳhudáwand apne Ḳhudá se, apne sáre dil aur apní sárí ján aur apní sárí táqat aur apní sárí ʻaql se mahabbat rakh;Marq...

israel 400 sal ghulam 40 saal biyaban इसराएल का 400 साल गुलामी और 40 साल का बियाबान का सफर 13.07.2025

🔹 400 साल की मिस्र में गुलामी:बाइबल (निर्गमन/Exodus) के अनुसार, इसराएली लोग यूसुफ के ज़माने में मिस्र में जाकर बसे। जब तक यूसुफ जीवित रहा, वे सम्मानित जीवन जीते रहे। लेकिन समय के साथ नया फिरौन आया जिसने यूसुफ को नहीं जाना।इस फिरौन ने इसराएलियों को गुलाम बना दिया।उन्होंने उनसे कठोर मज़दूरी करवाई — ईंटों और इमारतों का निर्माण कराया।उन्होंने इसराएली पुरुष बच्चों को मारने का आदेश दिया ताकि उनकी संख्य...

SULH MEN PHUT DALNE WALON SE RAHIYE Khabardar सुलह में फूट डालने वालों से रहिए खबरदार 09.07.2025

SULH MEN PHUT DALNE WALON SE RAHIYE SAWDHAN सुलह में फूट डालने वालों से रहिए सावधानIfisíoṉ 2:1-22 URDR55[1] Aur us ne tumheṉ bhí zinda kiyá, jab apne qusúron aur gunáhoṉ ke sabab murda the, [2] jin meṉ tum peshtar dunyá kí rawish par chalte the, aur hawá kí ʻamaldárí ke hákim, yaʻní us rúh kí pairawí karte the, jo ab náfarmání ke farzandoṉ meṉ tásír kartí hai; [3] in meṉ ham bhí sab ke sab pahle a...

APNE MASIH YISU KO KIS TARAH SE JANA आपने मसीह यीशु को किस तरह से जाना? @YasarimEl ​ 06.07.2025

Aj jo parkashan hai wuh is bare men hainHi masih yisu ke waqt men kin logo ne unhen kis tarah qabool kiyaORApne masih ko kis tarah jana or masih ne aap par YISU NE khud ko kis tarah zahir kiyaJis tarah ke iman men apne usko qabool kiya waisa hi aap apne zindghi phal YANI AZR payen geYisu khudawando Ka khuda haiRabiyon ka rabbi yani ustado ka ustad haiTo agar koi khudawnd kehlata hai to wuhKhudawan...

Khudawand ne har ek chiz khass maqsad ke liye banai ‪@YasarimEl‬ 05.07.2025

‘IZ 31Har chíz ká ek mauqa‘, aur har kám ká, jo ásmán ke níche hotá hai, ek waqt hai. AMSÁL 161Dil kí tadbíreṉ insán se haiṉ:Lekin zabán ká jawáb ḲHUDÁWAND kí taraf se hai.2Insán kí nazar meṉ us kí sab rawisheṉ pák haiṉ:Lekin ḲHUDÁWAND rúhoṉ ko jáṉchtá hai.3Apne sab kám ḲHUDÁWAND par chhoṛ de,To tere iráde qáim raheṉge.4 ḲHUDÁWAND ne har ek chíz ḳháss maqsad ke liye banáí;Háṉ, sharíroṉ ko bhí us n...

nangepan ka Mukashafa नंगेपन का प्रकाशन KHUDA KI RASTBAZI KHO DENA @YasarimEl ​ 28.06.2025

IS PODCAST MEN PARKASHIT KI GAYA HAI FAZL OR SACHCHAI KE ADHIN NANGEPAN KE BHED KO NANGEPAN KA BHED HAI JISKEPAAS KHUDA KI DHARMIKTA NHI YA JO KHUDA KI DHAMIKTA NAFARMANI KI WAZAH SE KHO CHUKA HAI JAISE ADAM OR HAWA OR NUH OR MASIH YISU MEN HUMEN MUFT RASTBAZI IMAN KE SABAB SE MILTI HAI IMAN KE LIYE TAKI FAZL KE TAUR PAR HO #urdubiblepodcast #hindibiblepodcast #NANGAPAN #ADAM #HAWWA #noah

Musa Ki RUH | Eliyah Ki Ruh aur Yisu Masih ki Ruh मूसा | एलियाह और मसीह यीशु @YasarimEl ​ 26.06.2025

मूसा की आत्मा, एलियाह की आत्मा और मसीह यीशु की आत्मिक सच्चाई"Musa Ki RUH | Eliyah Ki Ruh aur Yisu Masih ki Ruh#musakiruh #masihyisukiruh #eliyahkiruh #urdubiblepodcast #fazlsachchai #yasarimel

Dushre Shauhar ka Ruhani Mukashfa दूसरे शौहर का रूहानी मुकाशफ़ा @YasarimEl ​ 23.06.2025

#Romíoṉ71Ai bháiyo, kyá tum nahíṉ jánte, (maiṉ un se kahtá húṉ jo sharíʻat se wáqif haiṉ,) ki jab tak ádmí jítá hai, usí waqt tak sharíʻat us par iḳhtiyár rakhtí hai? 2Chunáṉchi jis ʻaurat ká shauhar maujúd hai, wuh sharíʻat ke muwáfiq apne shauhar kí zindagí tak us ke band meṉ hai; lekin agar shauhar mar gayá, to wuh shauhar kí sharíʻat se chhúṭ gayí. 3Pas agar shauhar ke jíte jí dúsre mard kí ho...

Ai MERE KHUDA TUNE MUJHE KYUN CHHOR DIYA ? @YasarimEl ​ 21.06.2025

IS PODCAST MEN IS BAAT KO RAUSHAN KIYA GAYA HAI KI MATÍ 27: 45Aur do pahar se lekar tísre pahar tak tamám mulk meṉ andherá chháyá rahá. 46Aur tísre pahar ke qaríb Yisúʻ ne baṛí áwáz se chillákar kahá; Elí, Elí, lamá shabaqtaní? yaʻní Ai mere Ḳhudá, ai mere Ḳhudá, tú ne mujhe kyúṉ chhoṛ diyá? IS KALAM PAR ADHARIRT HAI MAGAR AISA KYU KHUDA KYU CHODTE HAI JA B KOI INSAN BHADE BAHDE SE KAM DEKH KAR BH...

Masih Yisu mein zindagi ka har pal nayi padaish hai @YasarimEl ​ 19.06.2025

ʻIbrá Níoṉ 111Ab ímán ummed kí húí chízoṉ ká iʻtimád, aur andekhí chízoṉ ká subút hai. 2Kyúṉki usí kí bábat buzurgoṉ ke haqq meṉ achchhí gawáhí dí gayí. 3Ímán hí se ham maʻlúm karte haiṉ, ki ʻálam Ḳhudá ke kahne se bane haiṉ; yih nahíṉ, ki jo kuchh nazar átá hai záhirí chízoṉ se baná ho. Paidáish 11Ḳhudá ne ibtidá meṉ zamín o ásmán ko paidá kiyá. Yúhanná 11Ibtidá meṉ Kalám thá, aur Kalám Ḳhudá ke...

Dil Ka Nur Masih Yisu Hai Urdu Hindi Bible Podcast @YasarimEl 16.06.2025

PAIDÁISH 11Ḳhudá ne ibtidá meṉ zamín o ásmán ko paidá kiyá. 2Aur zamín wírán aur sunsán thí; aur gahráo ke úpar andherá thá:YE ZAMIN HAI har INSAANI ka DIL AUR YE WIRAAN OR SUNSAAN KYU HAI KYUKI YAHA PAR ABHI KALAM NHI PAUNHCHAKALAM NHI BUA GAYA2 KURINTHÍOṈ 4: 13Aur chúṉki ham meṉ wuhí ímán kí rúh hai, jis kí bábat likhá hai, ki Maiṉ ímán láyá, aur isí liye bolá; pas ham bhí ímán láe, aur isí liye...

Bereshit | Gensis | Paidaish | उत्पत्ति | ਉਤਪਤ Utpat @YasarimEl URDU HINDI HEBREW BIBLE PODCAST 14.06.2025

is podcast men hebrew shabad hai #BERESHIT #GENSIS #UTPAT EK PURANI SHRISHAT HAI JO PEHLE ADAM MEN PAIDA KI GAI OR EK NAYI SHRISHAT HAI JO DUSRE ADAM MEN PAIDA KI GAI BERESHIT YANI SHURAAT DO TARAH SE PEHLE ADAM KI SHURUAT NE BHERSHIT NE ADAM OR AURAT KI NAFRMANI KI WAZAH SE SAB KO GUNAH KE ADHIN KAR DIYA OR PEHLE ADAM KE WASILE GUNAH AYA OR GUNAH WASILE MAUT AAYI . OR YUN MAUT SAB ADMION MEN PHAI...

KOH i SIYYUN CHURCH BHIKHIWIND 12 JUNE 2022 FIRST DAY OF NEW CREATION ‪@YasarimEl‬ 13.06.2025

IS PODCAST MEN MERI ZINDGHI KA EK HAQIQI WAKIYAT HAI JISMEN MUKASHAFA HAI GAWAHI HAI FAZL OR SACHCHAI KI ʻYE MERI ZINDGHI KE KHAAS WAQT HAI JISMEN MUJHE YISU MASIH KI TARAF SE MUKASHAFA MILA,,, 12 JUNE 2022 DAY SUNDAY YE DIN HAI YOM RESHON YANI MASIH KA DIN YE DIN PADAISH KA PEHLA DIN Paidáish 1: Aur Ḳhudá ne kahá, ki Raushní ho já: aur raushní ho gayí. 4Aur Ḳhudá ne dekhá ki raushní achchhí hai;...

Vision Ke Bina Youth Gumrah Hai Urdu hindi Bible @YasarimEl ​ 09.06.2025

Bible humein saaf taur par batati hai ke agar kisi insaan ya qaum ke paas vision (ruhani rehnumai aur maksad) nahi hoti, to woh gumrahi, barbaadi aur paapon ke raste par chal padte hain.1. Vision ka matlab kya hai? Bible ke hawale se "Vision" ka matlab hai:Khuda ki taraf se diya gaya ruhaani maksadEk roshni jo andheron mein rehnumai karti haiKhuda ka irada samajhne ki salahiyat2. Jab Vis...

SAMSoN AUR DeLILAH SURAJ AUR RAT @YasarimEl ​ 08.06.2025

ATMIC MUKASHAFA SAMSUN JISKE NAAM KA TARJUMA SURAJ HAI OR DALILAH JISKE NAAM KA TARJUMA RAAT HAI OR SAT LATEN SAT RUH KA MUKASHAFA HAI OR SAT LATON KA KATANA RUHANI ANDHA PAN HAI YANI KHUDA KI RUH KI TARAF SE ANDHA HUNA OR KHUDA KI RUH KI TARAF SE TABI INSAN ANDHA HOTA JAB JISMANI KAAM KARTA HAI KYU KI Kyúṉki jism Rúh ke ḳhiláf ḳhwáhish kartá hai, aur Rúh jism ke ḳhiláf; aur yih ek dúsre ke muḳhál...

AASMAN BHI USKI NAZAR MEN PAK NAHI @YasarimEl ​ 04.06.2025

IS PODCAST MEN AASMAN BHI USKI NAZAR MEN PAK NAHI KALAM KE HAWALE SE YE ZAHIR KARNE KI KOSHISH KI GAI HAI KI KHUDA KA ASLI JO SATHAN HAI WUH INSAAN KA DIL HAI WUH INSAAN MEN REHNA HAI CHAHTEN HAIN OR INSANO KE BECH REHKAR INSANO KI BALAI KARNA CHAHTA HAI WUH DUNIYA SE MAHOOBAT RAKHTE HAIN ISI LIYE KHUDA NE APNE BETE KI RUH KO HUAMRE DILON MEN BEJA AʻMÁL 17: 24Jis Ḳhudá ne dunyá aur us kí sárí chíz...

Listen to the YASHARIM EL GRACE REVELATION Hindi Urdu podcast in Replaio

Radio and podcasts in one app - free, with no sign-up. Install today and do not miss the launch

Get it on Google Play

Replaio is not a podcast publisher; show names, artwork and audio belong to their authors and are distributed through public RSS feeds.