Yasarim El
Yasarim El Fazl or Sachchai Roman Urdu bible podcast
Fazal Or Sachchai 1 YUHANNA 1;3 jo kuchh ham ne dekhá aur suná hai, tumheṉ bhí us kí ḳhabar dete haiṉ, táki tum bhí hamáre sharík ho: aur hámárí shirákat Báp ke sáth, aur us ke Beṭe Yísúʻ Masíh ke sáth hai. 4Aur yih báteṉ ham is liye likhte haiṉ ki hamárí ḳhushí púrí ho jáe. Galatíoṉ 1:11Ai bháiyo, maiṉ tumheṉ jatáe detá húṉ, ki jo ḳhushḳhabarí maiṉ ne sunáí, wuh insán kí sí nahíṉ. 12Kyúṉki wuh mujhe insán kí taraf se nahíṉ pahuṉchí, aur na mujhe sikháí gayí, balki Yisúʻ Masíh kí taraf se mujhe us ká mukáshafa húá.
Where to listen?
Podcasts in the app Replaio Radio Coming soonPodcasts are coming to the app soon. Install now and be the first to see a whole new take on podcasts
Episodes
क्यों यीशु ने जिस्म के वसीले दुःख सहे 09.05.2024 21:06
क्यों यीशु ने जिस्म के वसीले दुःख सहे
व्यभिचारी आँखें adulterous eyes @YasarimEl 09.05.2024 9:20
fazl or sachchai se mamur kalisiya jo masih ka badan hai shalom maish yesu men aap saboh ki salamat ho ajj ka updesh shuru karne se pehle ye updesh humare jismani vision thought soch khyaal ke bare jo humari jism ki khawahish ki wazah se androni man ki ladai vicharo ke sath chalti rehte hai or yahi asali ladai ka maidan hai aj ka updesh isi ke bare men hain
Similar podcasts
Replaio is not a podcast publisher; show names, artwork and audio belong to their authors and are distributed through public RSS feeds.