Joydiip Ghosh

SUNOH MERI JAAN WITH JOY

Life is a journey filled with challenges, experiences and mysteries. For a meaningful journey, we all need to pack our luggage judiciously. Sunoh Meri Jaan with Joy is my initiative to ensure that your luggage is properly packed with all the right items in it that would help you enjoy your journey of life and also ensure that you reach your deserved and rightful destination. I assure you that this journey would be fun-filled and fulfilling at the same time. I want to be the trusting voice that helps you seek inspiration from the world of literature, entertainment, business and much more!

Author

Joydiip Ghosh

Category

Education

Podcast website

podcasters.spotify.com

Latest episode

Apr 15, 2026

Where to listen?

Podcasts in the app Replaio Radio Coming soon

Podcasts are coming to the app soon. Install now and be the first to see a whole new take on podcasts

Get it on Google Play Install for free Android 5M+ downloads · 4.8 rating iOS soon

Episodes

Zindagi Ka Suitcase- Special Episode | A recap | The Motivational Podcast I #100 06.04.2025

"100 कहानियाँ, 100 सबक़, 100 बार आपके साथ चलकर यह पल आया है!" इस विशेष एपिसोड में, हम  आपका आभार मानते हैं —उस प्यार, विश्वास और जज़्बे के लिए जिसने  सुनो मेरी जान विथ जॉय  को एक  आंदोलन  बना दिया! ✨  इस एपिसोड में : 99 यादगार एपिसोड्स से चुनी हुई कई कहानियों का ज़िक्र है जिसने आपको प्रेरित क्या है।(अरुणिमा सिन्हा, ऐनी फ्रैंक, बीथोवन, युसरा मार्दिनी और भी बहुत से हीरोज़ की गाथाएँ!) आपके...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Authenticity | Coco Chanel | The Motivational Podcast I #99 30.03.2025

Authenticity is everything! You have to wake up every day and look in the mirror, and you want to be proud of the person who's looking back at you. And you can only do that if you're being honest with yourself and being a person of high character. You have an opportunity every single day to write that story of your life. -Aaron Rodgers   Aur doston legendry fashion brand ke sansthapak, fou...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Courage | Liz Murray | The Motivational Podcast I #98 23.03.2025

"Tough time never lasts but tough people do."   -Dr. Norman Vincent Peale Aur doston Dr. Peale ke is quote ko saabit karte huye Liz Murray ne yeh dikha diya ki himmat woh foundation hai jis par aap duniya ke kisi bhi sapne ki neenv rakh sakte hain. Liz Murray ki zindagi woh masterclass hai jo humein sikhati hai ki agar hummein bure waqt mein himmat dikhane ka jazba hai toh humein duniya...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Discipline | Kobe Bryant | The Motivational Podcast I #97 16.03.2025

"Success is no accident. It is hard work, perseverance, learning, studying, sacrifice and most of all, love of what you are doing or learning to do."   -Pele Aur doston yeh sub kuch discipline ke bina mumkin nahi hai. Disciple hi woh taqaat hai jisse hum apne sapno ko saakaar kar sakte hain jaisa ki Kobe Bryant ne kiya. Aaiye inspiration lete hain basketball ke ek GOAT se, ek aise player se jinhon...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Grit | Gabriel Garcia Marqeuz | The Motivational Podcast I #96 09.03.2025

"It is not true that people stop pursuing dreams because they grow old, they grow old because they stop pursuing dreams."- Gabriel Garcia Marquez Aur doston Gabriel ji ne bhi sapno ka aise hi peecha kiya. Apne sapno ko kabhi give up nahi kiya aur aakhirkaar unkaGrit, unka perseverance unhe us makaam par le aaya jo poori duniya mein kuch gine chune logon ko hi naseeb hota hai! Aaiye inspi...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Determination | Maria Lorena Ramirez | The Motivational Podcast I #95 02.03.2025

"Success is no accident. It is hard work, perseverance, learning, studying, sacrifice, and most of all, love for what you are doing,"- Pele. Is hafte  Sunoh Meri Jaan with Joy  par, hum aapke liye le kar aaye hain Maria Lorena Ramirez ki prernaadayak kahani, ek Tarahumara daudne wali jo Mexico ke garib gaon se uthkar duniya mein determination aur simplicity ki misaal ban gayi. Apne gaon ke khatarn...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Humanity | Chiune Sugihara | The Motivation Podcast I #94 23.02.2025

“In spite of everything, I still believe that people are really good at heart.”― Anne Frank Aur Chiune Sugihara ji ki zindagi Anna Frank ke quote ka ek umda saboot hai. Unki sanvedansheelta se, unke humdardi bhare jazbe ki wajah aaj lakhon se bhi zyada jews saans le rahe hain! Ek insaan ka itna badha impact bahut hi rarehai vishv ithihaas mein! Aiye is adbhut kahani ko sunte hain aur inspire hote...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Kindness | Hannah Taylor | The Motivation Podcast I #93 16.02.2025

"Kind words can be short and easy to speak, but their echoes are truly endless." - Mother Teresa Aur Hannay Taylor ne sirf 6 saal ki hi umr mein Mother Teresa ke in shobdon ko sach kar dikhaya. Unke pyaar bharedil ne, empathy se bhare din ne, kindness se bhare dil ne anginat logon ki zindagiyaan badal di. Aiye sunte hain ek choti si bacchii ki bemisaal kahani, jise sunnkar inspire huye bina rehna...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Humanity | Yusra Mardini | The Motivation Podcast I #92 09.02.2025

“It’s easier to take than to give. It’s nobler to give than to take. The thrill of taking lasts a day. The thrill of giving lasts a lifetime." - Joan Marques Doston agar aap mujhse poochein ki iss zindagi mein sabse noble cheez kiya hai toh main be jhijhak kahunga ki apni zindagi ki parvah na karte huye doosron ki jaan bachane se zyada noble kuch bhi nahi ho sakta hai aur Yusra Mardini isi liye me...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Resilience | Sudheer Rajbhar | The Motivational Podcast I #91 02.02.2025

 “A good half of the art of living is resilience.” ― Alain de Botton Aur Doston, Sudheer Rajbhar ji ne is quote ko sach sabit karke dikha diya. Mumbai ke Dharavi slum se ek global fashion brand banana koi mazaak nahi aur khaaskar jab aapne apne brand ka naam Chamar rakha ho! Aiye jaante hain is behad he inspiring founder ki ek behad hi dilchasp brand ki kahani ke baare mein jisse hum sabhi ko insp...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Empathy | Don Ritchie | The Motivational Podcast I #90 26.01.2025

"Empathy is seeing with the eyes of another, listening with the ears of another, and feeling with the heart of another". ― Alfred Adler Aur Doston, Don Ritchie Ji ki zindagi shayad Alfred Adler ji ke is quote ka satheek example hai. Unhone apni empathy se woh kar dikhaya jisse har samaaj ko seekh leni chahiye. Aur insaan ko inspiration leni chahiye. Aaiye is farishte jaise insaan ki zina...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Compassion | Tarini Malhotra | The Motivational Podcast I #89 19.01.2025

I have just three things to teach: simplicity, patience, and compassion. These three are your greatest treasures. ―  Lao Tzu Aur teen cheezon mein Compassison ki masterclass di hai Tarini Malhotra ne apni is choti si zindagi mein.   Aaiye Doston, is teenager ki inspiring zinadagi se motivation ki seekh letein hain aur compassion ko apni zindagi mein apnate hain aur zindagi ko thoda sa behtar banat...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Indomitable Spirit | Goli Shyamala | The Motivational Podcast I #88 12.01.2025

Tomorrow is a new day; begin it well and serenely and with too high a spirit to be encumbered with your old nonsense. ―  Ralph Waldo Emerson Doston, kuch aise hi jazbe ka masterclass hai Goli Shayamala ji ki zindagi. Unhone apni zindagi se dikha diya ki atoot hosle mein, indomitable spirit mein kya shakti hai! Aaiye Doston, Shamalaya ji ki zindagi mein jhaankar inspiration lete hain ek lajawab tar...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Miracle | Julia Hill | The Motivational Podcast I #87 05.01.2025

Only those who have learned the power of sincere and selfless contribution experience life's deepest joy fulfillment.”  ―  Tony Robbins Doston, Tony Robbins ji ke is quote ko poora copybook style mein apni zindagi mein dhaala Julia Hill ne aur humein woh masterclass di hai jisse inspire huye reh paana sambhav hi nahi hai. Unhone apni zindagi se dikha diya ki insaan mein kitni sahanshakti hoti hai,...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Bravery | John Simpson Kirkpatrick | The Motivational Podcast I #86 29.12.2024

“I learned that  courage  was  not the absence of fear ,  but the triumph over it .” ―  Nelson Mandela Doston, John Simpson Kirkpatrick ne Nelson Mandela ji ke is quote ko sach saabit karke dikhaya! Unki zindagi woh masterclass hai jo humein inspire karti hai zindagi ke har modh par himmat se kaam lene ke liye, himmat ko ek mauka dene ke liye! Aur yahi shayad huamre andar ka chupa hua hero hai! To...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Never Giving Up | Ludwig van Beethoven | The Motivational Podcast I #85 22.12.2024

“Even in poverty I lived like a king for I tell you that nobility is the thing that makes a king” ―  Ludwig van Beethoven Doston, Beethoven ji ka yeh quote is baat ka saboot hai ki jo insaan aisi soch rakhte hain wahi zindagi ki chunautiyon se kabhi haar nahi maante, woh kabhi give up nahi karte. Aur shayad unke music ke alwawa is musical genius ki yahi seekh unhe unke guzar jaane ke 250 saal baad...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Togetherness | Kennedy Odede | The Motivational Podcast I #84 15.12.2024

“Talent is universal, but opportunity is not. When we dare to hope, we create more hope in the world.” - Kennedy Odede Aur isi hope ko, is aasha ko, togetherness ki is shakti ko apni zindagi se sach saabit karke dikhaya Kennedy Odede ne aur woh bhi sirf 20 asharfiyon se saath jiski keemat 20 rupaye se zyada nahi hai! Toh aaiye, unki is inspiring zindagi mein jhaankar inspiration ka sabak lete hain...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Kindness | Leon Logothetis | The Motivational Podcast I #83 08.12.2024

“Kindness is more than just medicine. The act of giving and receiving is where the real magic of human connection occurs.” - Leon Logothetis Agar koi insaan is baat ki pushti kar sakta hai toh woh Leon Logothetis khud hain. 100 se bhi adhik deshon mein ghoom kar, strangers ke kindness ke bharose rehkar unhone yeh saabit kiya hai ki kindness ke baare mein unse adhik jaan paana bahut hi mushkil hai!...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Determination | William Kamkwamba | The Motivational Podcast I #82 01.12.2024

“Success is walking from failure to failure with no loss of enthusiasm.”. - Winston Churchill Aur Doston aise enthusiasm ke liye, aise josh ke liye determination ka hona bahut hi zaroori hai. Determination yaani dhridhta woh shakti hai jo humien har mushkil se ladhne ki taaqat deti hai, har haar ke baad uth  khadhe hone ka sahas deti hai. Jab William 14 saal ke theye unhone woh kar dikhaya jissey...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Forgiveness | Diane Foley | The Motivational Podcast I #81 24.11.2024

"I forgive because I must, For in that act, I rebuild my trust. Not for the other, not for the past, But for the peace I seek at last." - Maya Angelou Doston, mujhe nahi lagta ki iss kahani se badhi koi inspiration ho sakti hai! Forgiveness human emotions mein sabse kathin emotion hai. Magar yeh woh jazbaat bhi hai jo duniya ko ek behtar jageh banata hai. Doston kya aap kalpana bhi kar sakte hain...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Human Mind | Leonardo Da Vinci | The Motivational Podcast I #80 17.11.2024

"Simplicity is the ultimate sophistication." - Leonardo Da Vinci Ek Genius ko itna simple kisi ne nahi dekha hoga. Aaj se 500 saal pehle jis insaan ne Engineering ko padha, Medicine ko samjha, Scientific inventions kiye, Philosophy ka paath padhaya, usi insaan ne vishv ko sabse anmol paintings bhi dein! Aur insaan bahut hi zyaada simple theye. Ise kehte hain Superhero! Marvel Comic universe se 500...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Dreams | Maryam Mirzakhani | The Motivational Podcast I #79 10.11.2024

“Reach high, for stars lie hidden in you. Dream deep, for every dream precedes the goal.” - Rabindranath Tagore And Maryam Mirzakhani indeed reached the heights. Unki unchi udaan ke liye aasmaan bhi kam padh gaya. Woh vishv ki pehli mehila bani jinhone Mathematics ka Noble Prize jeeta woh bhi breast cancer se ladhte huye. Unki zindagi woh masterclass hai jo humein sikhati hai ki sapne dekhna aur u...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Grit & Values | Anna Politkovskaya | The Motivational Podcast I #78 03.11.2024

True champions aren't always the ones that win, but those with the most guts. - Mia Hamm Anna Politkovskaya ji ki zindagi aaj ke is daur mein sabhi ko sunni chahiye. Ek awaaz jisne apni jaan ki parwah kiye bina dusron ki awaaz bani. Kamzor aur jung mein peedhith logon ki awaaz bani. Power aur atryaachaar ke khilaf awaaz bani. Unki zindagi journalism ki woh misaal hai jise aaj hum sab bhool se gaye...

Zindagi Ka Suitcase- Power of Courage & Humanity | Witold Pilecki | The Motivational Podcast I #77 27.10.2024

The hero is one who kindles a great light in the world. - Internet Aur aisa lagta hai ki Witold Pilecki ji ki life ka moto bhi yahi tha. Unhone yeh dikha diya ki agar hum himmat ke saath apne darr ko jeet sakein toh aage ka raasta bahut hi khoobsurat hota ho hai jo humein poori insaniyat ko ek surakshit makaam tak bhi pahucha sakta hai. Unki zindagi woh masterclass hai jo humein sikhati hai ki him...

Zindagi Ka Suitcase- Power of a Gentleman | Ratan Tata I PART 2 | The Motivational Podcast I #76 20.10.2024

A gentleman is one who puts more into the world than he takes out. - George Bernard Shaw Aaiye is Part 2 mein jaante hain un kahaniyon ke baare mein jo Ratan Tata ji ko ek superhero banate hain. Unhe sabse alag karte hain. Yeh Sunoh Meri Jaan with Joy ke family ki taraf se shradhanjaali hai Bharat ke sabse chahite sitaron mein se ek ko jinhe humne haalhi mein khoya hai. Agar aapko yeh episode pasa...

Listen to the SUNOH MERI JAAN WITH JOY podcast in Replaio

Radio and podcasts in one app - free, with no sign-up. Install today and do not miss the launch

Get it on Google Play

Replaio is not a podcast publisher; show names, artwork and audio belong to their authors and are distributed through public RSS feeds.