Kalp Raichura
Suno...
A broken heart and it's flawless tragedies.
Author
Kalp Raichura
Category
Podcast website
Latest episode
Jul 28, 2023
Where to listen?
Podcasts in the app Replaio Radio Coming soonPodcasts are coming to the app soon. Install now and be the first to see a whole new take on podcasts
Episodes
Shayar 20.07.2021 1:13
Koi kehta nahi shayar mujhe...
Khidki 06.07.2021 5:02
I choose to love you in silence… For in silence I find no rejection, I choose to love you in loneliness… For in loneliness no one owns you but me, I choose to adore you from a distance… For distance will shield me from pain, I choose to kiss you in the wind… For the wind is gentler than my lips, I choose to hold you in my dreams… For in my dreams, you have no end. - Rumi
Sahiba/Mirza 1971 06.07.2021 5:22
Naam wahi, kahaani nayi.
Ajeeb si baat hai 26.06.2021 2:30
Aur suna, tu bada pareshaan lag raha hai aaj. Kya baat hai?
Chaand 17.06.2021 3:45
Ruhani sa ek khwaab dekha hai maine, usse kisi aur ke saath aabaad dekha hai maine, ab yeh na puchna main kaisa hu, uss khwaab mein khud ko barbaad dekha hai maine...
Heer Ki Qabr 17.06.2021 3:34
Kaash main raanjha hota aur woh Heer..
Abr 17.06.2021 4:57
जिस्म तेरा एक अब्र सा, छू लू तो सब धुआँ जिस्म तेरा एक आग सा, ना छूऊ तो भी धुआँ | धुए में इत्र सी महकती तू, गर बुझा दू तुझे तो खैर मेरी | एक क़यामत होगी रू-ब-रू, गर फिर से जल गयी आह तेरी |
Paagal 17.06.2021 3:38
Bekaar ki baatein karta hu, main paagal hu, bas pyaar ki baatein karta hu.
Kabir 14.06.2021 5:34
कबीर कुत्ता राम का, मुतिया मेरा नाऊँ। गलै राम की जेवड़ी, जित खैंचे तित जाऊँ॥ - कबीर
Tawaif 13.06.2021 3:45
Yeh aauraton mein tawaif toh dhund lete hai, tawaifon mein inhe aauratein nahi milti. - Meena Naqvi
Jhelum 13.06.2021 3:09
Woh Pakistan main rehti hai, aur main Hindustan mein, humaare darmiyaan bas dooriyan hai aur, ye jhelum..
PATAKA 10.06.2021 7:13
Anand Uthaiye.
Chudail ki jawaani 10.06.2021 7:03
18+ maybe.
Baarish 01.06.2021 4:12
Baarish ki kahaaniyan to baht suni hongi, par kya wo kahaani suni hai jo baarish ke aa jaane se khatam ho gayi?
ANTARMANN 31.05.2021 6:56
Tere Khud ke bheetar chhupa hu mein, tu khoj sake toh khoj le, ye duniya teri dost sahi par ye duniya teri dost nahi.
Behadd 28.05.2021 2:57
Uske ek deedar ki khaatir hum har waqt taak mein rehte the, wo baat alag thi ke uska har baar na aana tay tha aur humaara har baar intezaar karna laazmi...
Aakhri Raat 25.05.2021 5:55
Ab ye jo raat thi na, aisi raatein baar baar nahi aati, aur bhagwaan kare kisi ki zindagi mein aisi raatein na aaye.
Paheli 25.05.2021 3:42
Agar kisi kahaani ki ant se shuruwat hoti to shuruwat mein hi ant ho jaata, ab batao ant kya hai aur shuruwat kya?
Doshi kaun? (A letter to God) 25.05.2021 5:03
Insaaniyat hai par insaan kahan hai? Mandir pe taale lage hai, bhagwaan kahan hai?
बगावत 25.05.2021 5:13
Agar aaj ke baad maine kabhi mudd ke tujhe dekh liya na, to maine tujhse mohobbat kahi ki hi nahi thi.
Nazariya 25.05.2021 6:38
Qatl hua tha, usse kya pata, tum soch rahe hoge bas kehne ko keh raha hu, tumhe kya pata...
Cliché 25.05.2021 4:21
"Kuch saal pehle, once upon a time, chhod na yaar baht lambi kahaani hai"
Ghutan / Jhooth 11.05.2021 2:49
Wo bhi roya hoga kya, jab jab main roya tha? In do shabdon se dosti kar li thi jab tujhe khoya tha...
Doori 11.05.2021 4:29
Keh diya jo kehna tha par.... Ye baat bhi adhuri reh gayi, meri aakhon se teri aakhon tak ek nazar ka faasla tha, phir bhi dekho kitni doori reh gayi.
Yaad 10.05.2021 3:12
Ab bas, aur koi baat nahi, yu sambhaal ke rakhi thi jo yaad, aaj mujhe wo yaad nahi...
Similar podcasts
Replaio is not a podcast publisher; show names, artwork and audio belong to their authors and are distributed through public RSS feeds.