Shayari Sukun
Shayari Sukun | शायरी सुकून
हम अक्सर रोज की जिंदगी में सुकून भरे और दिल को तरोताजा रखने वाले पल ढूंढते हैं. शायरी सुकून website आपको ऐसे ही पलों की बेहतरीन श्रृंखला से रूबरू करवाता है. हमारी वेबसाइट को विजिट करते ही आपकी इस सुकून की तलाश पूरी हो जायेगी.
Where to listen?
Podcasts in the app Replaio Radio Coming soonPodcasts are coming to the app soon. Install now and be the first to see a whole new take on podcasts
Episodes
Khairiyat Shayari by Madhuri Pundir [shayarisukun.com] 12.01.2023 3:39
Apne sanam ki khairiyat ko shayari ke jariye puchne se wo ahesaas aur bhi romantic lagta hai. Aise hi khairiyat puchne wali baato ko yis Khairiyat Shayari ke jariye, Madhuri ji inki aawaz me sunkar aapko apne sanam ki khairiyat puchne ka man hoga. Voice-Over: Madhuri Pundir Website post link: https://shayarisukun.com/khairiyat-shayari-in-hindi/
Dardbhari Ghazal Shayari by Faran Shakeel [shayarisukun.com] 10.01.2023 2:19
"तेरे दर्द ने मुझ को रात भर रुलाया है" yis ghazal ko sunkar aapko apne bewafa yaar ki yaad jarur aayegi. Yis ghazal ko prastut kiya gya hai Faran ji inhone aur likha hai Shayari Sukun ke honhaar shayar Mr Moeen ji inhone. Voice-Over: Faran Shakeel Website post link: https://shayarisukun.com/best-ghazal-shayari-collection-hindi-urdu/
Kash Koi Mujhe Samjh Pata Shayari by Madhukar Magar [shayarisukun.com] 08.01.2023 4:42
Pyar me aisa amuman lagta hai ke kash humara sathi humare jazbato ko humesha samjhe. Lekin jab aisa nhi hota tab hume bada dukh hota hai. Aise hi dard bhari bhavnao ko yin Kash Koi Mujhe Samjh Pata Shayari ke jariye, Madhukar ji inki behtreen aawaz me sunkar aapko apne man ki pida ko bahar nikalne me aasani hogi. Voice-Over: Madhukar Magar Website post link: https://shayarisukun.com/kash-koi-mujhe...
Sundarta Shayari by Rajarshee Moitra [shayarisukun.com] 06.01.2023 3:34
Kisi sundar ladki ki sundarta ko bayaa karna ya fir uski tareef karna koi aasan baat nhi hoti. Lekin agar aap yin Sundarta Shayari ko Rajarshee inki behtreen aawaz me sunoge to aapko ek jariya mil jayega apne dilruba ki khubsurti ko bayaa karne ke liye. Voice-Over: Rajarshee Moitra Website post link: https://shayarisukun.com/sundarta-shayari-khubsurti-ki-tareef-par-sher/
Mahadev Shayari by Meetu Sharma [shayarisukun] 04.01.2023 3:31
Agar aap devo ke dev Mahadev ji ke bhakt hai to aur agar aapko unke liye samparpit kuch shayariya sunna pasand hai to yin Mahadev Shayari / Mahakal Status in Hindi ko Meetu ji inki madhur aawaz me sunkar aapka man prasanna ho uthega. Voice-Over: Meetu Sharma Website post link: https://shayarisukun.com/mahadev-shayari-jay-mahakal-status-in-hindi/
Sad Poetry in Hindi by Neeru Jalali [shayarisukun.com] 03.01.2023 4:57
Hum jab apne dil ke dard ko likhne baithte hai to nazane kitne jazbat humare man me umad kar aate hai. Aise hi dard bhare lamho aur yaado ko yin Sad Hindi Poetry ke jariye Neeru ji inki aawaz me sunkar aapko apne dil ki pida ko aawaz mil gyi aisa mahsus hoga. Voice-Over: Neeru Jalali Website post link: https://shayarisukun.com/sad-poetry-in-hindi-on-love-sorrowful-thoughts/
Tasveer Shayari by Jyoti Khanna [shayarisukun.com] 02.01.2023 3:40
Ishq mohabbat ki tasveero ko agar hum zamana gujarne ke baad bhi dekhte hai to humare dil me ek halchal si machti hai. Aise hi pyari tasveero par yin Tasveer Shayari ko Jyoti inki aawaz me sunkar aapko apne dilbar ki yaad to jarur aane lagegi. Voice-Over: Jyoti Khanna Website post link: https://shayarisukun.com/best-tasvir-shayari-collection-of-tasveer-status/
New Year Shayari 2023 by Vanshika Navlani [shayarisukun.com] 31.12.2022 5:43
Happy New Year 2023! Agar aapko apne dosto ko ya relatives ko yis New Year ki shubhkamnaaye alag tarike se pesh karni hai to aap yin New Year Shayari 2023 ko Vanshika ji inki khushnuma aawaz me sunkar apne naye saal ki shurwat shubhkamnao ke sath kar sakte hai. Voice-Over: Vanshika Navlani Website post link: https://shayarisukun.com/best-happy-new-year-shayari/
Sabar Shayari by Sonam Sonar [shayarisukun.com] 31.12.2022 5:06
Kahte hai ke sabar ka fal mitha hota hai, lekin jab pyar me apne premi ya premika ki raah dekhne ka sabar kafi mushkilo bhara hota hai. Aise hi pyar wale sabar ko Sonam ji inki behtreen aawaz me sunkar aap apne love story se relate kar paoge. Voice-Over & Script: Sonam Sonar Website post link https://shayarisukun.com/sabar-1-motivational-shayari-patience-quotes/
Dard Bhari Shayari on Zindagi by Faran Shakeel [shayarisukun.com] 30.12.2022 3:01
Pyar me jab sathi humse dur hota hai ya fir wo bewafa ban jaata hai tab humari zindagi me jis dard se rubaru hona padta hai, usi dard ko yin Zindagi Dard Bhari Shayari ke jariye Faran ji ki aawaz me sunkar aapko apne zindagi ki daastan sunayi degi. Voice-Over: Faran Shakeel Website post link: https://shayarisukun.com/zindagi-dard-bhari-shayari-10-good-thoughts-life/
Sawal Shayari by Mannali Raheja [shayarisukun.com] 29.12.2022 4:30
Apne premika ya premi se aapka sawal jawabo ka silsila to chalte hi rahta hoga. Lekin agar aap aise hi pyar bhare sawalo ko yin Sawal Shayari ke jariye, Mannali ji inki aawaz me sunkar apne sathi se puchoge to uska asar jyada hoga. Voice-Over: Mannali Raheja Website post link: https://shayarisukun.com/sawal-shayari-question-poetry-hindi/
Bhima Koregaon Shayari Status in Marathi by Madhukar Magar [shayarisukun.com] 28.12.2022 5:18
Here, you will find the best Bhima Koregaon Status In Marathi. Inspirational Battle of Koregaon is provided by a collection which is collected from the great writer and engineer Mr Santosh Salve of team Shayari Sukun and from other famous writers. Voice-Over: Madhukar Magar Website post link: https://shayarisukun.com/bhima-koregaon-status-quoets/
Manane Wali Shayari by Sachin Anand [shayarisukun.com] 28.12.2022 2:52
Jab pyar mohabbat me humse koi ruth jaaye, tab unhe manana bhi kalaa hoti hai. Agar hum unhe yin Manane Wali Shayari ke jariye, Sachine ji inki aawaz me sunkar manayenge to wo jaldi se maan jayenge. Voice-Over: Sachin Anand Website post link: https://shayarisukun.com/manane-wali-shayari-ruthe-yaar-ke-liye-status/
Khwahish Shayari (Dil ki Arzoo) by Aditi Kshirsagar [shayarisukun.com] 27.12.2022 4:01
Dil ki arzoo aise hoti hai ke hume koi aisa sathi mile jo humesha humse pyar kare, humari dekhbhaal kare aur humare sabhi jazbaato ko bakhubi se samjhe. Aise hi dil ki khwahisho ko yis Khwahish Shayari ke jariye, Aditi inki pyari aawaz me sunkar aapke dil ko rahaat milegi. Voice-Over: Aditi Kshirsagar Website post link: https://shayarisukun.com/khwahish-shayari-dil-ki-arzoo-par-status-hindi/
Ek Tarfa Pyar Shayari by Bhawna Saxena [shayarisukun.com] 26.12.2022 3:44
Ek tarfa pyar ke dard ko bayaa karna itna aasan to nhi hota hai, lekin yis Ek Tarfa Pyar Shayari ko Bhawna ji inki behtreen aawaz me sunkar aapko apne one side love ki yaad jarur aayegi. Voice-Over: Bhawna Saxena Website post link: https://shayarisukun.com/one-side-love-shayari-in-hindi-ek-tarfa-pyar/
Christmas Shayari by Vanshika Navlani [shayarisukun.com] 25.12.2022 8:11
Wishing you all a merry Christmas! Agar aapko bhi apne yis khushiyon ke tyohar ko celebrate karna hai apne dosto evam parijono ke sath wishes share karna hai. To aapko ye Christmas Shayari ki behtreen peshkash ko Vanshika ji inki pyari aawaz me sunkar sabhi ke sath share karna chahiye. Voice-Over & Script: Vanshika Navlani Website post link: https://shayarisukun.com/most-effective-christmas-sh...
Crush Shayari by Faran Shakeel [shayarisukun.com] 24.12.2022 2:54
Jab aapko koi accha lagne lagta hai ya lagti hai tab aap apne dil ki baat sidhe taur se bata nahi sakte hai. Isiliye agar aap yin Crush Shayari ko Faraan inki aawaz me sunoge to aapko apne baat rakhne ke liye ek tarika aa jayega. Voice-Over: Faran Shakeel Website post link: https://shayarisukun.com/lovely-crush-shayari/
Khudgarz Shayari by Vanshika Navlani [shayarisukun.com] 23.12.2022 5:19
Ishq me apna sathi jab khudgarz yaani ke selfish ban jaaye tab apne dil ko behad dukh pohchta hai. Kyo ki ishq me to hum ek dusre ke liye jaan nisaar karne tak raazi hote hai. Aise hi khudgarzi ko Vanshika inki aawaz me sunkar aapko pyar me kuch naseehat jarur milegi Voice-Over & Script: Vanshika Navlani Website post link: https://shayarisukun.com/khudgarz-shayari-selfish-quotes-in-hindi/
Muskan Shayari by Sonam Sonar [shayarisukun.com] 22.12.2022 4:24
Apne sathi ke chehre par muskan laana koi mushkil baat nahi hoti, bas hume wo tarika maloom hona chahiye. Agar aap bhi apne sathi ko muskurate huye dekhna chahte hai to aapko yin Muskan Shayari post ko Sonam ji inki khubsurat aawaz me sunkar apne sathi ke sath share karna chahiye. Voice-Over: Sonam Sonar Website post link: https://shayarisukun.com/muskan-shayari-1-best-romantic-hindi-quotes/
Zulmi Shayari by Deepti [shayarisukun.com] 21.12.2022 5:42
Pyar mohabbat me zulm aur sitam sahana aur karna dono baat thik nhi hoti. Kyu ki jab mohabbat hai to zulm hona hi nhi chahiye. Aise hi zulmo par yin Zulmi Shayari ke jariye Deepti ji inhone apni dilkash aawaz me bakhubi se pesh kiya hai. Voice-Over: Deepti Website post link: https://shayarisukun.com/zulmi-shayari-zulm-par-shayariya/
Hasi Shayari by Madhukar Magar [shayarisukun.com] 20.12.2022 4:31
Aapko apne dilbar ke chehre par hasi muskan ko dekhna accha lagta hoga na? aise hi khushnuma palo ko yin Hasi Shayari ke jariye Madhukar ji inki behtreen aawaz me sunkar aapko apne premi ya premika ke hasi ki yaad aayegi. Voice-Over: Madhukar Magar Website post link: https://shayarisukun.com/hasi-shayari-unique-quotes-on-laugh-status-hindi/
Baatein Shayari by Deepti [shayarisukun.com] 19.12.2022 4:44
Pyar bhari baatein kab kaha aur kitne der tak shuru rahti hai, ye to aap sab jaante honge. Aisi hi pyar bhari baato ko yin Baatein Shayari ke jariye Deepti ji inhone apni dilkash aawaz me pesh kiya hai. Voice-Over: Deepti Website post link: https://shayarisukun.com/baatein-shayari-status/
Vadiyan Shayari by Vanshika Navlani [shayarisukun.com] 18.12.2022 4:51
Jab aap ghumne jaate ho, tab vaadiyon me rahkar khule aasman ko dekhna kitna pyara lagta hai. Aur agar humara sathi humare sath ho to kitna haseen manjar hota hai. Aise hi khushnuma mahol ko yin Vadiyan Shayari ke jariye Vanshika inki dilkash aawaz me sunkar aapke man ko sukun milega. Voice-Over & Script: Vanshika Navlani Website post link: https://shayarisukun.com/vaadiyan-shayari-1-dilbar-ka...
Kirdar Shayari by Sonam Sonar [shayarisukun.com] 17.12.2022 6:53
Agar humara kirdar sahi ho to hume har jagah ijjat milti hai. Isiliye zindagi me accha kirdar rakhna kafi maayne rakhta hai, yisi baat ko Sonam ji inki pyari aawaz me yin Kirdar Shayari ko sunkar aapko iska matlab samjh aayega. Voice-Over & Script: Sonam Sonar Website post link: https://shayarisukun.com/kirdar-shayari-status-photo/
Rutba Shayari by Vanshika Navlani [shayarisukun.com] 16.12.2022 5:13
Zindagi ko humesha rutbe se jina chahiye, agar aap kisi ko apna rutba nhi dikhate hai to log aapko kamjor samjhne lagte hai. Aise hi rutbe ko in Rutba Shayari ke jariye Vanshika inki aawaz me sunkar aapko rutba dikhane ka idea aa jayega. Voice-Over Script: Vanshika Navalni Website post link: https://shayarisukun.com/attitude-shayari-8-royal-rutba-status-in-hindi/
Similar podcasts
Replaio is not a podcast publisher; show names, artwork and audio belong to their authors and are distributed through public RSS feeds.