Audio Pitara by Channel176 Productions

Bhaktmaal with Arvind Chaudhary : Bhagwaan aur Bhakt : भगवान और भक्तों की कहानियाँ

Religion HI ↓ 51 episodes

Presenting a captivating podcast series, "Bhaktmaal," written by "Ramdas ji," and available in the voice of Arvind Chaudhary ji. Here, you will grasp the true essence and significance of devotion. So why wait? Start listening to this inspiring podcast series now, exclusively on "Audio Pitara."Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara Team

Author

Audio Pitara by Channel176 Productions

Category

Religion

Podcast website

audiopitara.com

Latest episode

Jul 30, 2023

Where to listen?

Podcasts in the app Replaio Radio Coming soon

Podcasts are coming to the app soon. Install now and be the first to see a whole new take on podcasts

Get it on Google Play Install for free Android 5M+ downloads · 4.8 rating iOS soon

Episodes

EP 26 - Shri Parashuramji 05.07.2023

Yaha hum janenge “Parshuram” ji ke jeevan ke bare main, Aur samjhenge Rani Satyavati aur Vishvamitra ke jeevan ke bare main. Aakhir kinke putra the Vishvamitra? Kaun the Parshuram purv janam main? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par aur share karein apne feedbacks iss episode ko lekar comment section main. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us...

EP 25 - Shri Markandeya Rishiji 04.07.2023

“Sabka main hoon, aur sab mere hain” Kuch aise hi kathan hai ishwar ka,To aaj hum jannege rishi “Markandeya” ke bare main aur sunenge unki ghor tapasya ke bare main bhi sirf “Audio Pitara” par. Dijiye apne feedbacks iss episode ke comment section main aur share karein ye Audiobook apne friends aur family ke sath. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @...

EP 24 - Shri Lomash Rishiji 03.07.2023

Iss episode main hum janenge “Laumesh” Rishi ke bare main jinki aayu thi brahma se bhi zyada, Janiye aakhir kaise mili unko dirgh aayu ka vardaan? Aakhir kyu chahte the khud ki maut? Aur kya aapko pata hai brahma ji ki aayu? Agar nahi to janane ke liye sune iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopita...

EP 23 - Shri Saubhari Rishi 02.07.2023

Iss episode main hum janenge “Shaubhri” rishi ke baare main jaha hum samjhenge ki aakhir kyun hui unki kathin tapasya bhang? Kyun unka man badla magarmach dekhne ke baad? Aakhir kis baat ka hua unhe pashataap? Kya kathan tha unka Indriyon ke bare main? Janane ke liye suniye iss episode to end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and Y...

EP 22 - Shri Pururavaji 01.07.2023

Yeh kahani hai Raja “Pururva” ke jeevan ke bare main, jahan hum jannege ki kaise unhone Urvashi naam ki apsara se prem ho jata hai. Aakhir kyun hue wo apsara pe mugdh? Kya apsara ne haan kiya unke vivah prastav ko? Kyun kiya raja ne Gandharv ki upasna? Janiye in sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audio...

EP 21 - Shri Madalasaji (Part 2) 30.06.2023

Aaj ki kahani hai Madalsa ke bare main, ek aise maa jinhone apne hi bache ko vedic gyaan dekar banaya unko sanyasi. Aakhir kyun kiya unhone aisa? Aakhir kya reaction tha raja ka yeh sab dekhne ke baad? Kyun ek raja bane insaan ko banaya unhone saddpurush? Janiye in sare sawalon ka jawab sir “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @aud...

EP 20 - Shri Madalasaji (Part 1) 29.06.2023

Yeh kahani hai patal lok ke raja “Patalketu” ke bare main, jo vivah karna chahte the Madalasa naam ki yuvati se. Aakhir kaun thi Madalsa aur kaun thi Kamdhenu? Kyun badla lena chahta tha Kaaalketu aur kisse? Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf Audio Pitara par aur share karein apne feedbacks humare sath is episode ke comment section main.  Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow...

EP 19 - Shri RaghuVanshji 28.06.2023

Iss episode main hum jannege “Raghu ji” ke bare main, Ek aisa vansh jiske vanshaj the swayam Ram bhagwaan. Aakhir kaun the Raghu ji? Kyun kiya daan unhone apni pantiyon ka? Aakhir kyun aaya Ravan unse mile ? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak aur baatein humein Ram ji se related aapki favourite story iss episode ke comment section main sirf ‘Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows a...

EP 18 - Shri Nishadarajji 27.06.2023

Iss episode main hum janenge bhagwan Ram ke param bhakt “Nishadh” ke bare main. Akhir kaun the raja Nishadh? Kaise mile Nishadh Bharat se? Kyun unhone bandhi patti apne aankhon par 14 saal ke liye? Janein inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara Credits - Audio Pitara Team Learn more about yo...

EP 17 - Shri Ekadashi 26.06.2023

Ekadashi poojan toh hum sabhi karte hain par bahut hi kam logon ko pata hai iske piche ka raaz? Aakhir kaise utpann hui “Ekadashi” devi? Aakhir kyun ki jaati hai Ekadashi pooja? Kya sambandh hai Ekadashi aur bhagwan narayan main? Janane ke liye sune iss episode ko end tak aur bataien humein aapke Ekadashi pooja se related story sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com ...

EP 16 - Shri Sudhanvaji aur Surajji (Part 2) 25.06.2023

Iss episode main hum jannege ki aakhir kaise hui mrityu Sudhanva ki? Aakhir kyun kaha Krishna ne yudh ko rokne ko? Akhir kyun dare Arjun surat ji se? Aakhir kya hua tha yudh ka parinam? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara Credits - Audio Pitara Team Learn more about yo...

EP 15 - Shri Sudhanvaji aur Surajji (Part 1) 24.06.2023

Yeh kahani hai do bhaiyon ke bare main Sudhanva aur Surat Ji ke bare main jo the bhagwaan ke param bhakt, aur Arjun ke sath hue unke yudh ke bare main. Aakhir kaun jeete wo yudh? Aakhir kya pratigya ki thi Sudhanva ne? Kaun si pratigya li Arjun ne krishna ke kehne se? Janiye iss yudh ka parinaam sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and Yo...

EP 14 - Shri Dhruvji 23.06.2023

Aaj ki kahani hai “Dhruv'' naam ke bhakt ke bare main, Jinki bhakti ki wajah se ruk gayi thi prithvi? Aakhir kaun the ye dhruv aur kyun kiya unhone itna bada tap? Aisa kya vardan mila unhe bhgwaaan Narayan ke dwara? Aakhir kyun mila unhe dhruvpad? Janane ke liye suniye is episode ko end tak sirf “Audio Pitara '' par aur share karein apne feedbacks iss episode ke comment section main. Stay Updated...

EP 13 - Shri Chitraketu 22.06.2023

Yeh kahani hai Chitrasen ke raja “Chitraketu” ke bare main, Jaha hum janenge ki aakhir kyun bahut sari raaniyan hone ke baad bhi the wo nihsantaan? Kyun raniyon ne mara apne hi eklaute putra ko? Aakhir kya shrap mila tha Raja ko maa Paarvati se? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par aur share karein apne thoughts iss episode ko lekar iske comment section main. Stay U...

EP 12 - Shri Maitriji 21.06.2023

Ishwar darshan ko lekar humare shastron mein kayi kahnaiya maujood hain, Aur kaha jata hai ki abhi bhi bhagwan apne sache bhakton ko darshan dete hain. Iss episode main bhi hum sunenge kuch aise hi kahani “Maitri'' rishi ke bare main, Aur janenge ki aakhir kaun the bhagwan ke updesh ke antim shrota? Aakhir kaun si bhakta ko diya bhgwaan ne 3 baar darshan? Jane inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio...

EP 11 - Shri Chandrahas (Part 2) 20.06.2023

Iss episode main hum janenge “Hari ji” ke bare main jo the bhakmal ke pehle shrota. Aur yeh bhi janenge ki aakhir kisko rajkumar “Chandramal '' ne likha patra? Aur kyun gaye wo raja Madansen ke pass? Aakhir kaun the rishi Gaalib? Janane ke liye sune iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par aur share karein apne feedbacks iss episode ke comment section main. Stay Updated on our shows at audio...

EP 10 - Shri Chandrahas (Part 1) 19.06.2023

Aaj hum sunenge “Chandrahas” naam ke rajkumar ke bare main, jo porv janm main the bhagwan ke bahut bade bhakt? Janiye kyun rehna pada unko ek dasi ke sath? Aakhir kyun bane Narad unke guru aur kyun di unhe guru diksha? Aakhir kyun dusre rajya ke log unhe marna chahate the? Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par aur samjhe bhagwaan ki leela ke bare main.  Stay Updated on our shows...

EP 09 - Shri Shabari (Part 2) 19.06.2023

Yeh kahani hai bhagwan Ram ke param bhakt “Shabari” ke bare main, jahan hum janenge ki aakhir kyun log karte the unse ghrina? Kyun khilaya unhone Ram ji ko juthe fal? Kyun unko kaha jata tha Kulta? In sare sawalon ka jawab janane ke liye suniye iss episode ke end tak aur share karein apne feedback humare sath sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on In...

EP 08 - Shri Shabari (Part 1) 19.06.2023

Iss episode main hum janenge ki aakhir kyun ek Raja ne kiya ek bhajan ki wajah se apni patni ke darshan? Bhagwan ne kya bataya Amrish ko unke poorv janm ke bare main? Aakhir kaun thi Rani apne poorv janm main? Janane ke liye sune iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara Credits - Audio Pitara Te...

EP 07 - Shri Amarishji (Part 2) 19.06.2023

Iss episode main janenge Amrishaji ki katha ka dusra bhag, jahan hum janenge ki aakhir kya baat hui unki aur rani ke beech? Aakhir kyun chora Rani ne apni aradhana? Aakhir kyon sari Raniyon ne shuru kiya bhagwaan ki aradhna karna? Aur aakhir kya rahasya bataye bhagwan ne Raja ke poorvjanm ke bare main. Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara '' par. Stay Updated on our shows at audiopi...

EP 06 - Shri Amarishji (Part 1) 19.06.2023

Yeh kahani hai “Amrish” naam ke raja ke bare main jo bhagwaan ke bahut bade bhakt the. Aakhir kyun bheja krishna ne Sudarshan chakra ko unke rajya main? Kyun raja ne rakhi shart rani ke samne vivaah se phle? Aakhir kya thi wo shart? Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara Credits - Au...

EP 05 - Shri Bali ji 19.06.2023

Iss episode main hum sunenge shri “Bali ji” ke bare main jo ki purv janam main sare bure kaam karne ke baad bhi swarg ko prapt kiye. Kyun bane Bali ek din ke liye swarg ke raja? Kyun kiya unhone vishwajeet yagya? Aakhir kyon Bali ji ki behen banna chahi Narayan ki mata? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par . Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us...

EP 04 - Mahabhagvat Charitra 19.06.2023

Iss episode main hum janenge Nabhaji ke dwara btaye gaye bhagwan ke 24 avtar ke baare main aur humare puran main kin14ko kaha gaya hai mahabhakt? Kyun Narad ji ko lena pada ek gareeb parivaar main janm? Kya bataya Narad Ji ne “Pushkardham” ke bare main, janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara '' par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram an...

EP 03 - Mahatmya 19.06.2023

“Jaha bhakti hai wahi bhagwan hai”, kuch aisa hi kaha jata hai humare shahstron main, toh aaiye jante hain ki kaise bani bhakti sulabh? Aakhir kis prakar hue Nabhaji prakat? Kyun ek badshah ne bataya khud ko bhgwaan ke kareeb? Janiye in sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara Credits - Audio Pit...

EP 02 - Bhakt Charitra 19.06.2023

Iss episode main hum janenge ki “Bhaktmal” kya hai aur ye kiske dwara likhi gayi hai. Yaha hum janenge bhagwan ki anantata ko aur samjhenge ki aakhir kaun tha pratham shrota Bhaktmal ki katha ka? Kyun Bhagwan Kaartik, Brahma aur Sheshnaag ne mani haar? Aur kyun mila tha Jai-Vijay ko shaap? Jaaniye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and f...

Listen to the Bhaktmaal with Arvind Chaudhary : Bhagwaan aur Bhakt : भगवान और भक्तों की कहानियाँ podcast in Replaio

Radio and podcasts in one app - free, with no sign-up. Install today and do not miss the launch

Get it on Google Play

Replaio is not a podcast publisher; show names, artwork and audio belong to their authors and are distributed through public RSS feeds.