Mufti Tariq Masood
Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood
Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood Complete Quran explained in Urdu with Arabic grammar, word-by-word breakdown, and deep Tafseer from Mufti Tariq Masood’s original lectures uploaded on his main Youtube channel Mufti Tariq Masood Speeches Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Určitě navštivte web podcastu a podpořte jeho tvůrce: shows.acast.com
Autor
Mufti Tariq Masood
Kategorie
Web podcastu
Nejnovější epizoda
31. říj 2026
Kde poslouchat?
Podcasty v aplikaci Replaio Radio Už brzyPodcasty míří do aplikace už brzy. Nainstaluj si ji teď a jako první uvidíš úplně nový pohled na podcasty
Epizody
Tafseer-e-Quran Class #525 (Surah Hujrat Rukoo #01) | Mufti Tariq Masood Speeches 06.10.2026 38:31
(0:00) Intro (0:38) Tehqeeq ke qabil khabrein (2:20) Social media par bila tehqeeq khabrein phailana (3:54) Tehqeeq ke mamlay mein 3 qisam ki cheezen (4:24) Hakim ki ita‘at karna (7:14) Sahaba (RA) ki deeni hamiyat (9:35) Sahaba (RA) se muhabbat — imaan ka hissa (10:53) Hakim-e-waqt se larrne ki 2 sooratein (13:26) Hakim agar zalim/fasiq ho lekin Islami nizaam nafiz ho (15:40) Hakim agar kafir/mus...
Tafseer-e-Quran Class #524 (Surah Hujrat Rukoo #01) | Mufti Tariq Masood Speeches 05.10.2026 42:37
(0:00) Intro (0:19) Nabi (SAW) ki majlis mein Hazrat Abu Bakr (RA) aur Hazrat Umar (RA) ki awaaz buland hone ka waqia (3:29) Haram/halal ki parwah ke baghair kaam karna (5:05) Nabi (SAW) se baat karne ka adab (6:45) Roza-e-Rasool (SAW) ka adab (7:54) Ulama aur buzurgon ka adab (11:23) Tauheen-e-Risalat par hukm lagane ka masla (13:36) Allah ke waliyon ki tauheen karne walay (16:15) Nabi (SAW) ka k...
Tafseer-e-Quran Class #523 (Surah Fatah & Hujrat Rukoo #4/1) | Mufti Tariq Masood Speeches 04.10.2026 40:03
(0:00) Intro (0:17) Nabi (SAW) ka khwab poora hona — Sahaba (RA) ke sath Umrah (2:01) Ihram se nikalne ke liye baal katna — qasar ka masla (3:53) Khawateen ke liye halq ka hukm (4:13) Halq vs qasar ka farq (5:25) Sahaba (RA) ko tasalli aur Fatah-e-Khaibar ki khushkhabri (7:02) Sahaba-e-Kiram (RA) ki fazilat (8:55) Sahaba (RA) par aitraaz ka jawab — Sulah Hudaibiya aur ikhtilafaat ki hikmat (11:29)...
Tafseer-e-Quran Class #522 (Surah Fatah Rukoo #3/4) | Mufti Tariq Masood Speeches 03.10.2026 35:51
(0:00) Intro (0:30) Bai‘at-e-Ridwan karne walay Sahaba (RA) ki shaan (2:17) Itminan-e-qalb ke sath kaam karna (3:12) Fatah-e-Khaibar ki khushkhabri (4:10) Nakami ke baad kamyabi — “ek dar band, sau dar khulna” (6:37) Fatah-e-Makkah ki khushkhabri (7:41) Sulah Hudaibiya ki hikmat (10:57) Hudaibiya mein Nabi (SAW) ko nuqsan pohanchane ki koshish karne walon ka pakra jana (13:19) Hudaibiya ke mushrik...
Tafseer-e-Quran Class #521 (Surah Fatah Rukoo #1/2/3) | Mufti Tariq Masood Speeches 02.10.2026 40:42
(0:00) Intro (0:17) Sulah Hudaibiya — Fath-e-Mubeen (1:31) Nabi (SAW) ka maqam — Shahid, Mubashir, Nazeer (2:29) “SubhanAllah” ki fazilat (2:50) Sahaba (RA) ki fazilat (4:34) Allah se kiye gaye waade ko poora karne ka ajr (5:29) Surah Fatah Ruku 02 ka lafzi tarjuma (with grammar) (13:40) Hudaibiya mein peeche reh janay walay munafiqin ko dhamki (20:20) Munafiqin ke liye tauba ka darwaza (21:14) Gh...
Tafseer-e-Quran Class #520 (Surah Fatah Rukoo #01) | Mufti Tariq Masood Speeches 01.10.2026 39:56
(0:00) Intro (0:16) 6 Hijri Zil-Qa‘dah — Sulah Hudaibiya, shan-e-nuzool (Surah Fatah) (5:20) Hazrat Usman (RA) ki fazilat (7:15) Sulah Hudaibiya ki sharaait mein 2 ikhtilaf (11:30) Hazrat Abu Jundal (RA) ka zanjeeron mein aana (12:00) Waqt se pehle ihram kholne ka masla (13:20) 6 Hijri Muharram — Fatah-e-Khaibar (15:01) 8 Hijri Ramazan — Fatah-e-Makkah (sulah ya jang?) (16:28) Surah Fatah Ruku 01...
Tafseer-e-Quran Class #519 (Surah Muhammad Rukoo #03/04) | Mufti Tariq Masood Speeches 30.09.2026 43:48
(0:00) Intro (0:27) Jihad ki aayaat nazil hone par momin vs munafiq ka farq (2:35) Munafiq ka zubani dawa — amal zero (3:14) Tafseer dars ki khoobi (4:08) Munafiq ki nishani (4:52) Jihad ki targheeb ki wajah (5:57) Ghair Muslim mulkon mein kam fasad, Islami mulkon mein zyada — wajah (7:06) Waqia — 16 saala larki ke saath zulm (7:43) Europe mein insani huqooq ka da‘wa (8:44) Gaza mein zulm aur be-h...
Tafseer-e-Quran Class #518 (Surah Muhammad Rukoo #2/3) | Mufti Tariq Masood Speeches 29.09.2026 40:20
(0:00) Intro (0:25) Kafir ka janwaron ki tarah khana aur duniya ki laghwiyat (4:48) Nabi (SAW) ko nikalne walay taqatwar logon ka anjaam (5:34) Achha vs bura — burai ko achhai ka label dene walay barabar nahi ho sakte (8:12) Jannat ki ne’matein — doodh, sharab aur shehad ki nehrain (13:46) Kafir aur janwar mein farq na rehna (rawayya ke lihaz se) (15:20) Madinah ke munafiqeen ka haal — Nabi (SAW)...
Tafseer-e-Quran Class #517 (Surah Muhammad Rukoo #1/2) | Mufti Tariq Masood Speeches 28.09.2026 39:58
(0:00) Intro (0:16) Nabi (SAW) ka naam Qur’an mein 5 martaba (3:15) Surah Muhammad Ruku 01 ka lafzi tarjuma (with grammar) (11:25) Kafir vs Musalman — imaan ek badi ne’mat (14:30) Kafir ki nekian — be-asar kyun (15:53) Musalman par Allah ki rehmat ki wajah (17:02) Maidan-e-jang mein kuffar ke sath muamla (20:15) Jihad — Musalman ki pehchan (22:27) Jihad kab tak jari rahega — hadith ki roshni mein...
Tafseer-e-Quran Class #516 (Surah Ahqaf Rukoo #03/04) | Mufti Tariq Masood Speeches 27.09.2026 37:35
(0:00) Intro (0:14) Hazrat Hood (AS) ka qaum-e-Aad ko daraana (1:40) Tauheed — bunyadi mauzu (2:34) Qabar parasti ka rad (4:11) Tauheed ki dawat par qaum ka jawab (5:02) Hazrat Hood (AS) ka jawab — hatt dharam qaum ko (7:37) Taqatwar qaum ki tabahi — tez hawa se (10:23) Technology aur quwwat ke bawajood takabbur ka anjaam (12:19) Surah Ahqaf Ruku 04 ka lafzi tarjuma (with grammar) (20:07) Aisi iba...
Tafseer-e-Quran Class #515 (Surah Ahqaf Rukoo #2/3) | Mufti Tariq Masood Speeches 26.09.2026 40:07
(0:00) Intro (0:16) Pregnancy aur doodh pilane ki muddat ke ahkaam (2:33) Maa ki 3 takleefain — bachay ke liye (3:37) Doodh pilane ki ujrat ke ahkaam (4:01) Doodh chhuranay ki muddat (6 mah) (5:53) Imam Abu Hanifa (RA) ke fatway par aitraaz ka jawab (6:31) 40 saal — quwwat ki inteha, us ke baad zawaal ka aaghaz (7:28) 40 saal ko kamil jawani kyun kaha jata hai (8:27) 40 ke baad akhlaqi buraiyan zy...
Tafseer-e-Quran Class #514 (Surah Ahqaf Rukoo #02) | Mufti Tariq Masood Speeches 25.09.2026 46:25
(0:00) Intro (0:16) Surah Ahqaf Ruku 02 ka lafzi tarjuma (with grammar) (12:49) Deen ki tabligh mein ameer aur ghareeb ki tafreeq nahi (16:08) Mushrikeen ke Nabi (SAW) aur Islam par aitraazat (17:34) Mulhideen ko Islam samajh na aane ki wajah (18:34) Bid‘atiyon ko jawab (19:54) Qur’an par aitraaz karne walon ka rad (21:20) Tauheed — Allah ka haq (22:42) Ita‘at — walidain ka haq (24:42) Maa ka haq...
Tafseer-e-Quran Class #513 (Surah Jasia Rukoo #04 & Surah Ahqaf #01) | Mufti Tariq Masood Speeches 24.09.2026 48:46
(0:00) Intro (0:29) Surah Jasia Ruku 04 ka lafzi tarjuma (with grammar) (9:17) Qayamat ke din insaan ki halat (12:30) Lauh-e-Mehfooz ki haqeeqat (13:38) Qayamat ke din insaan se hone wala sawal (16:30) Qayamat ka inkar karne walay mutakabbir (17:56) Duniya mein Allah ko bhoolne walon ka Qayamat mein haal (20:36) Allah ki aayaat ka mazaq udate walon ka anjaam (21:46) Duniya ki zindagi — dhoky ka gh...
Tafseer-e-Quran Class #512 (Surah Jasia Rukoo #2/3) | Mufti Tariq Masood Speeches 23.09.2026 46:29
(0:00) Intro (0:17) Makki surahon ka bunyadi mauzu (3:01) Samandar ke zariye tijarat ke faiday (3:45) Insaniyat ki meraj — asal bulandi kya hai (7:15) Insani zehan se bade kaam lena — Allah ki qudrat (8:55) Nabi (SAW) ko badla na lene ki talqeen — “Ayyamullah” ka mafhoom (12:05) Jahil se ulajhne ke bajaye kaam par focus (13:04) Focus ka faida (13:27) Firqon ki wajah — aapas ki zidd (Bani Israel ki...
Tafseer-e-Quran Class #511 (Surah Ad-Dukhan Ruko #03 & Surah Jasia #01) | Mufti Tariq Masood Speeches 22.09.2026 42:18
(0:00) Intro (0:29) Surah Dukhan Ruku 03 ka lafzi tarjuma (with grammar) (5:42) Zaqqoom ka darakht — kin Dozakhiyon ka khana (8:51) Takabbur — garam pani ke azaab ki wajah (11:31) Nabi (SAW) ka farman (11:49) Jannatiyon ka aish o aaram (13:42) Jannat ki sab se badi ne’mat (15:27) Surah ka ikhtitam — Nabi (SAW) ko tasalli (16:18) “Jasia” ka matlab (16:47) Surah Jasia Ruku 01 ka lafzi tarjuma (with...
Tafseer-e-Quran Class #510 (Surah Ad-Dukhan Ruko #1/2) | Mufti Tariq Masood Speeches 21.09.2026 43:19
(0:00) Intro (0:28) Qur’an ke nuzool ki ibtida kab hui (3:43) Taqdeer ka falsafa (6:02) Khas dino ki barkaat — mukhtalif mumalik mein waqt ka farq (7:37) Lailatul Qadr mein faislay (8:23) Qur’an — Nabi (SAW) ke liye rehmat ya zehmat (13:44) “Dukhan” (dhuwan) ka matlab (16:08) Mushrikeen-e-Makkah par dhuwan ka azaab kab aaya (20:24) Firaun ka Bani Israel aur Hazrat Musa (AS) par zulm (24:48) Firaun...
Tafseer-e-Quran Class #509 (Surah Zukhruf Ruko #7 & Surah Ad-Dukhan #01) | Mufti Tariq Masood Speeches 20.09.2026 40:38
(0:00) Intro (0:28) Hazrat Esa (AS) ka maqam — pichlay ruku ka khulasa (3:00) Jannat ki kamyabi ka madar — do bunyadi cheezen (6:19) Kaun se joray Jannat mein saath honge (8:44) Jannatiyon ke liye hamesha ka sukoon (10:52) Jannat — aamaal ka badla ya Allah ki rehmat (12:24) Jannatiyon ka lazeez khana (16:39) Islam mukhalif sazishon ka anjaam (19:54) Tauheed ka seedha rasta (23:24) Shafa’at ke bare...
Tafseer-e-Quran Class #508 (Surah Zukhruf Ruko #6/7) | Mufti Tariq Masood Speeches 19.09.2026 41:25
(0:00) Intro (0:33) Surah Zukhruf Ruku 06 ka lafzi tarjuma (with grammar) (9:00) Sahih hadith — Nabi (SAW) ka farman (9:27) Nabi (SAW) ke farman par mushrikeen ka propaganda (12:10) Doosron ke alfaaz ko tod marod kar pesh karne walon ko tanbeeh (14:55) Hazrat Esa (AS) ko misaal banane par propaganda ka jawab (18:37) Hazrat Esa (AS) ki paidaish baghair baap ke (22:00) Tauheed ka seedha rasta (23:24...
Tafseer-e-Quran Class #507 (Surah Zukhruf Ruko #4/5) | Mufti Tariq Masood Speeches 18.09.2026 40:30
(0:00) Intro (0:12) Surah Zukhruf Ruku 04 ka lafzi tarjuma (with grammar) (8:41) Shaitan kin logon par musallat hota hai (9:41) Hadith ka hawala (10:17) Shaitan ke sathiyon ka aakhirat mein anjaam (12:14) Nabi (SAW) ko Allah ki tasalli (14:25) Tauheed — har peghambar ki dawat (17:00) Surah Zukhruf Ruku 05 ka lafzi tarjuma (with grammar) (23:46) Hazrat Musa (AS) ka Firaun ke darbar mein mazaq udaya...
Tafseer-e-Quran Class #506 (Surah Zukhruf Ruko #2/3) | Mufti Tariq Masood Speeches 17.09.2026 47:07
(0:00) Intro (0:21) Surah Zukhruf Ruku 02 ka lafzi tarjuma (with grammar) (10:29) Tauheed ka matlab (11:12) Beti ki paidaish ko aar samajhne walay mushrikeen ko jawab (14:19) “Naqis-ul-aql” ka mafhoom — aurat ke hawale se tashreeh (18:41) Aurat aur mard ka muqabla — mukhtalif zimmedariyan (21:36) Shirk ka ghalat falsafa — “agar Allah naraz hota to rok deta” ka jawab (25:22) Baap dada ke deen par c...
Tafseer-e-Quran Class #505 (Surah Shura & Surah Zukhruf Ruko #6/1) | Mufti Tariq Masood Speeches 16.09.2026 42:01
(0:00) Intro (0:25) Haqeeqi nuqsan — aag ka ghar (Jahannum) (2:49) Mohar-zada dil ki halat (4:24) Allah ki pukar par labbaik kehna — us din se pehle jo wapas nahi hoga (6:16) Nabi (SAW) ko Allah ki tasalli (6:50) Allah ka insaan se shikwa (8:40) Aulad ki paidaish par Allah ka mukammal ikhtiyar (11:19) Aulad — ne’mat ya aazmaish? family planning par jawab (15:33) Ghair mulkon mein burhon ki tanhai...
Tafseer-e-Quran Class #504 (Surah Shura Ruko #4/5) | Mufti Tariq Masood Speeches 15.09.2026 43:07
(0:00) Intro (2:34) Tawakkul karne walay aur kabira gunahon se bachne walay (3:01) Kabira gunahon ki qisamain (3:43) Be-hayai se bachna (4:16) Ghussa peena vs ghussa nikalna (7:00) Namaz — ishq-e-ilahi ki seedhi (7:45) Mashwara karna (8:15) Qur’an ke do maqamat jahan namaz ke saath zakat ka zikr nahi (10:42) Mashware ki ahmiyat (12:13) Mashwara dene ka ahl kaun (13:08) Eham waqia — ghalat jagah bh...
Tafseer-e-Quran Class #503 (Surah Shura Ruko #3/4) | Mufti Tariq Masood Speeches 14.09.2026 43:32
(0:00) Intro (0:15) Kalima-e-fasl — halal aur haram ka faisla sirf Allah ka haq (2:18) Naik momineen ke liye Jannat ki khushkhabri (3:57) Nabi (SAW) ko hukm — qareebi rishtedaron ko tabligh (5:37) Allah nekion ka qadar dan hai (6:15) Mohar-zada dil walay jhooton ko qarar nahi milta (8:30) Qur’an ka usloob — tanbeeh aur khushkhabri (9:50) Allah ke inaamat ke mustahiq kaun (11:51) Sawal: Allah maaf...
Tafseer-e-Quran Class #502 (Surah Shura Ruko #02) | Mufti Tariq Masood Speeches 13.09.2026 41:46
(0:00) Intro (0:31) Hidayat kin logon ko milti hai (4:43) Firqa wariyat ka mafhoom (6:07) Furooi ikhtilaf kya hota hai (7:56) Nafrat aur muhabbat mein shiddat ke nataaij (9:11) Masla Khalq-e-Qur’an — Imam Ahmad (RA) ki aazmaish; aqeeda: Qur’an Allah ka kalam hai, makhlooq nahi (12:15) Darwin theory mein ghuloo (shiddat) (13:09) Saas-bahu ke masail mein shiddat (13:46) Offices mein shiddat ke masai...
Tafseer-e-Quran Class #501 (Surah Shura Ruko #01) | Mufti Tariq Masood Speeches 12.09.2026 42:46
(0:00) Intro (0:13) Surah Shoora Ruku 01 ka lafzi tarjuma (with grammar) (6:58) Aasman ka phatna — kya matlab hai (7:08) Sahih hadith ka hawala (8:49) Zameen par azaab na aane ki wajah (9:07) Allah ki qudrat aur rehmat (10:27) Mushrikeen ki zidd par Nabi (SAW) ko tasalli (11:35) Nabi (SAW) ka paigham poori duniya tak pohanchne ki basharat (13:13) Peghambaron aur ulama ka bunyadi mauzu (14:56) Insa...
Podobné podcasty
Replaio není vydavatelem podcastů; názvy pořadů, obálky a audio patří jejich autorům a šíří se přes veřejné RSS kanály